ye lamha lamha zinda rahne ki khvahish ka hasil hai
ki lahza lahza apne aap hi men mar raha huun main

Mushfiq Khwaja
Mushfiq Khwaja
Sherशेर
See all 7 →ye lamha lamha zinda rahne ki khvahish ka hasil hai
ये लम्हा लम्हा ज़िंदा रहने की ख़्वाहिश का हासिल है
dil ek aur hazar azma.ishen gham ki
दिल एक और हज़ार आज़माइशें ग़म की
miri nazar men ga.e mausamon ke rang bhi hain
मिरी नज़र में गए मौसमों के रंग भी हैं
nazar chura ke vo guzra qarib se lekin
नज़र चुरा के वो गुज़रा क़रीब से लेकिन
ye haal hai mire divar-o-dar ki vahshat ka
ये हाल है मिरे दीवार-ओ-दर की वहशत का
hazar baar khud apne makan pe dastak di
हज़ार बार ख़ुद अपने मकाँ पे दस्तक दी
Popular Sher & Shayari
14 totaldil ek aur hazar azma.ishen gham ki
diya jala to tha lekin hava ki zad par tha
miri nazar men ga.e mausamon ke rang bhi hain
jo aane vaale hain un mausamon se Darna kya
nazar chura ke vo guzra qarib se lekin
nazar bacha ke mujhe dekhta bhi jaata tha
ye haal hai mire divar-o-dar ki vahshat ka
ki mere hote hue bhi makan khali hai
hazar baar khud apne makan pe dastak di
ik ehtimal men jaise ki main hi andar tha
bujhe hue dar-o-divaar dekhne vaalo
use bhi dekho jo ik umr yaan guzaar gayaa
ye haal hai mire divaar-o-dar ki vahshat kaa
ki mere hote hue bhi makaan khaali hai
nazar churaa ke vo guzraa qarib se lekin
nazar bachaa ke mujhe dekhtaa bhi jaataa thaa
hazaar baar khud apne makaan pe dastak di
ik ehtimaal mein jaise ki main hi andar thaa
miri nazar mein gae mausamon ke rang bhi hain
jo aane vaale hain un mausamon se Darnaa kyaa
ye lamha lamha zinda rahne ki khvaahish kaa haasil hai
ki lahza lahza apne aap hi mein mar rahaa huun main
Ghazalग़ज़ल
kaam kuchh aa na saki rasm-e-shanaasaai bhi
काम कुछ आ न सकी रस्म-ए-शनासाई भी
dahr ko lamha-e-maujud se haT kar dekhein
दहर को लम्हा-ए-मौजूद से हट कर देखें
ye kyaa zarur hamin ko vo aazmaaegaa
ये क्या ज़रूर हमीं को वो आज़माएगा
koi dil to nahin hai ki Thahar jaaegaa
कोई दिल तो नहीं है कि ठहर जाएगा
qadam uThe to ajab dil-gudaaz manzar thaa
क़दम उठे तो अजब दिल-गुदाज़ मंज़र था
ham pe tanhaai mein kuchh aaise bhi lamhe aae
हम पे तन्हाई में कुछ ऐसे भी लम्हे आए





