mere tikhe sher ki qimat dukhti rag par kaari choT
chikni chupDi ghazlen be-shak aap khariden sone se

Muzaffar Hanfi
Muzaffar Hanfi
Sherशेर
See all 46 →mere tikhe sher ki qimat dukhti rag par kaari choT
मेरे तीखे शेर की क़ीमत दुखती रग पर कारी चोट
us ne mujh ko yaad farmaya yaqinan
उस ने मुझ को याद फ़रमाया यक़ीनन
dekhna kaise humakne lage saare patthar
देखना कैसे हुमकने लगे सारे पत्थर
bheDiye aur ishtirak-shuda
भेड़िये और इश्तिराक-शुदा
angan men ye raat ki raani sanpon ka ghar kaaT ise
आँगन में ये रात की रानी साँपों का घर काट इसे
mujh se mat bolo main aaj bhara baiTha huun
मुझ से मत बोलो मैं आज भरा बैठा हूँ
Popular Sher & Shayari
92 totalus ne mujh ko yaad farmaya yaqinan
jism men aaya hua hai zalzala sa
dekhna kaise humakne lage saare patthar
meri vahshat ko tumhari gali pahchanti hai
bheDiye aur ishtirak-shuda
biich men ik hiran halak-shuda
angan men ye raat ki raani sanpon ka ghar kaaT ise
kamra albatta suuna hai kone men guldan laga
mujh se mat bolo main aaj bhara baiTha huun
cigarette ke donon paikeT bilkul khali hain
aangan mein ye raat ki raani saanpon kaa ghar kaaT ise
kamra albatta suunaa hai kone mein guldaan lagaa
roti hui ek bhiiD mire gird khaDi thi
shaayad ye tamaasha mire hansne ke liye thaa
shukriya reshmi dilaase kaa
tiir to aap ne bhi maaraa thaa
bachpan mein aakaash ko chhutaa saa lagtaa thaa
is pipal ki shaakhein ab kitni nichi hain
bataaein kyaa ki bechaini baDhaate hain vahi aa kar
bahut bechain ham jin ke liye maalum hote hain
bheDiye aur ishtiraak-shudaa
biich mein ik hiran halaak-shudaa
Ghazalग़ज़ल
mil kar har ek shakhs se dil itnaa bhar gayaa
मिल कर हर एक शख़्स से दिल इतना भर गया
khushk aankhon se nikal kar aasmaan par phail jaa
ख़ुश्क आँखों से निकल कर आसमाँ पर फैल जा
jo honTon pe mohr-e-khamoshi lagaa di
जो होंटों पे मोहर-ए-ख़मोशी लगा दी
bachche laae anokhi titli aur niraale phuul
बच्चे लाए अनोखी तितली और निराले फूल
taalaab se nikal ke samandar mein aa gayaa
तालाब से निकल के समंदर में आ गया
ab main ash'aar ke pairaae mein Dhal jaaungaa
अब मैं अश'आर के पैराए में ढल जाऊँगा





