Sher
"bachchon se munh ko moD ke begam to so ga.iin su-su har ik ko main ne karaya tamam raat"

Nashtar Amrohvi
bachchon se munh ko moD ke begam to so ga.iin
बच्चों से मुँह को मोड़ के बेगम तो सो गईं
aj-kal kirdar ka me.aar bhi daulat se hai
आज-कल किरदार का मेआ'र भी दौलत से है
us ne thane men rapaT kuchh aisi likhva.i ki bas
उस ने थाने में रपट कुछ ऐसी लिखवाई कि बस
durgat bane hai chaa.e men biscuit ki jis tarah
दुर्गत बने है चाय में बिस्कुट की जिस तरह
din men to kah rahi thi ki tum mere sher ho
दिन में तो कह रही थी कि तुम मेरे शेर हो
do chaar manzilon hi pe sansen ukhaD ga.iin
दो चार मंज़िलों ही पे साँसें उखड़ गईं
"bachchon se munh ko moD ke begam to so ga.iin su-su har ik ko main ne karaya tamam raat"
"aj-kal kirdar ka me.aar bhi daulat se hai itni sasti ho ga.i dastar-o-dana.i ki bas"
"us ne thane men rapaT kuchh aisi likhva.i ki bas phir police ne ki miri aisi pazira.i ki bas"
"durgat bane hai chaa.e men biscuit ki jis tarah shadi ke baa'd logo vahi mera haal hai"
"din men to kah rahi thi ki tum mere sher ho aur us ke baa'd ullu banaya tamam raat"
"do chaar manzilon hi pe sansen ukhaD ga.iin ghuTnon pe hai zaval pata chal gaya mujhe"
durgat bane hai chaae mein biscuit ki jis tarah
shaadi ke baa'd logo vahi meraa haal hai
khaa kar ye haal ho gayaa hotel ki roTiyaan
jaise ki haDDiyon pe manDhi meri khaal hai
us ne thaane mein rapaT kuchh aisi likhvaai ki bas
phir police ne ki miri aisi paziraai ki bas
bachchon se munh ko moD ke begam to so gaiin
su-su har ik ko main ne karaayaa tamaam raat
vo motiyon se daant vo lambe siyaah baal
naqli thaa saaraa maal pata chal gayaa mujhe
din mein to kah rahi thi ki tum mere sher ho
aur us ke baa'd ullu banaayaa tamaam raat