bakhsh mujh ko na adhuri koi ne.amat maula
ya to dariya hi de puura ya to sahra saara

Navin Joshi
Navin Joshi
Sherशेर
See all 20 →bakhsh mujh ko na adhuri koi ne.amat maula
बख़्श मुझ को न अधूरी कोई ने'मत मौला
is dafa to zindagi jaldi men thi
इस दफ़ा तो ज़िंदगी जल्दी में थी
mohabbat faqat lafz tha ek khali
मोहब्बत फ़क़त लफ़्ज़ था एक ख़ाली
vo niind mili hai ki jo puuri nahin hoti
वो नींद मिली है कि जो पूरी नहीं होती
kya zaruri hai ye iqrar ki muhtaj rahe
क्या ज़रूरी है ये इक़रार की मुहताज रहे
na jazbat se ye safar tai hua
न जज़्बात से ये सफ़र तय हुआ
Popular Sher & Shayari
40 totalis dafa to zindagi jaldi men thi
kah do agli baar fursat men mile
mohabbat faqat lafz tha ek khali
ye kis ne kaha tha ma.ani mila do
vo niind mili hai ki jo puuri nahin hoti
vo khvab mila hai ki jo ma.azur hua hai
kya zaruri hai ye iqrar ki muhtaj rahe
ham mohabbat ko yuun lachar karen bhi ki nahin
na jazbat se ye safar tai hua
na dil se kabhi ye zaban tak ga.e
ranj yuun raah-e-masaafat mein mile
kuchh kamaae kuchh viraasat mein mile
rah gae kitne kirdaar bhitar mire
mere bhitar miraa qaafila rah gayaa
yahi daaimi mashghala hai hamaaraa
nai chiiz le lo puraani milaa do
is dafa to zindagi jaldi mein thi
kah do agli baar fursat mein mile
nishaan raahi ke raahon pe ho na ho lekin
nishaan raahon ke aksar mileinge raahi pe
kuchh vaqt zaraa aur nahar duudh ki legi
farhaad ko tesha nahin manzur huaa hai
Ghazalग़ज़ल
dhuup baDhne ke jo aasaar hue
धूप बढ़ने के जो आसार हुए
ek hi pal mein badaltaa hai nazaara saaraa
एक ही पल में बदलता है नज़ारा सारा
dil ke dar par kisi dastak ki sadaa aane se
दिल के दर पर किसी दस्तक की सदा आने से
dhyaan meraa Tangaa hai khunTi par
ध्यान मेरा टंगा है खूँटी पर
azal ke zaaviye sab zindagi se nikle hain
अज़ल के ज़ाविए सब ज़िंदगी से निकले हैं
zaat kaa meri jo chehra hotaa
ज़ात का मेरी जो चेहरा होता





