is tabassum ne to baazi hi palaT kar rakh di
ab mujhe dekh ke rote hain rulane vaale

Nitin Nayab
Nitin Nayab
Sherशेर
See all 20 →is tabassum ne to baazi hi palaT kar rakh di
इस तबस्सुम ने तो बाज़ी ही पलट कर रख दी
mustaqbil ab ke tere ta'aqub ki rau men dekh
मुस्तक़बिल अब के तेरे त'आक़ुब की रौ में देख
kisi samundar se ek qatra agar nikal kar nadi ki janib
किसी समंदर से एक क़तरा अगर निकल कर नदी की जानिब
khvab men koi to manzil unhen dikhti hogi
ख़्वाब में कोई तो मंज़िल उन्हें दिखती होगी
tumhare hijr ko vo kam-nasib kya samjhe
तुम्हारे हिज्र को वो कम-नसीब क्या समझे
gali ke moD pe beva hai bad-nasib koi
गली के मोड़ पे बेवा है बद-नसीब कोई
Popular Sher & Shayari
40 totalmustaqbil ab ke tere ta'aqub ki rau men dekh
maazi to kya main haal se aage nikal gaya
kisi samundar se ek qatra agar nikal kar nadi ki janib
qadam uTha le to vo safar ik misal hoga kamal hoga
khvab men koi to manzil unhen dikhti hogi
jaate to honge kahin niind men chalne vaale
tumhare hijr ko vo kam-nasib kya samjhe
jise khabar hi nahin kis qadar hasin ho tum
gali ke moD pe beva hai bad-nasib koi
suhaganon ke liye chuDiyan banati hai
ham apne pairon kaa ek kaanTaa nikaalne ke liye ruke the
bas itne lamhe kaa bitnaa thaa ki ham se aage nikal gae sab
'ishq ki chaadar laayaa huun aur khaas baat ye hai is mein
jitne pair pasaaro ye utni lambi ho jaati hai
dukh ke baazaar mein ham zabt kamaane vaale
ashk ko aankh kaa nuqsaan kahaa karte hain
sar yuun jhukte chale jaate hain ki gir hi na paDein
aisi 'izzat mire sarkaar buri lagti hai
kisi samundar se ek qatra agar nikal kar nadi ki jaanib
qadam uThaa le to vo safar ik misaal hogaa kamaal hogaa
khushk gul phir bhi kitaabon mein bhale lagte hain
zang lag jaae to talvaar buri lagti hai
Ghazalग़ज़ल
log sab qimti poshaak pahan kar pahunche
लोग सब क़ीमती पोशाक पहन कर पहुँचे
phir ye mumkin hi nahin hai ki sambhaalo mujh ko
फिर ये मुमकिन ही नहीं है कि सँभालो मुझ को
dil-e-be-ikhtiyaar ki khushbu
दिल-ए-बे-इख़्तियार की ख़ुश्बू
nuur andhere ki fasilon pe sajaa detaa huun
नूर अँधेरे की फ़सीलों पे सजा देता हूँ
isi tarah ugaa thaa aur isi tarah se Dhal gayaa
इसी तरह उगा था और इसी तरह से ढल गया
jab jab main zindagi ki pareshaaniyon mein thaa
जब जब मैं ज़िंदगी की परेशानियों में था





