ye tai hua tha ki khuub ro.enge jab milenge
ab us ke shane pe sar hai to hanste ja rahe hain

Pallav Mishra
Pallav Mishra
Sherशेर
See all 13 →ye tai hua tha ki khuub ro.enge jab milenge
ये तय हुआ था कि ख़ूब रोएँगे जब मिलेंगे
ye jism tang hai siine men bhi lahu kam hai
ये जिस्म तंग है सीने में भी लहू कम है
main apni maut se khalvat men milna chahta huun
मैं अपनी मौत से ख़ल्वत में मिलना चाहता हूँ
shahr-e-jan men vabaon ka ik daur tha main ada-e-tanaffus men kamzor tha
शहर-ए-जाँ में वबाओं का इक दौर था मैं अदा-ए-तनफ़्फ़ुस में कमज़ोर था
vo nasha hai ke zaban aql se karti hai fareb
वो नशा है के ज़बाँ अक़्ल से करती है फ़रेब
main ek khana-ba-dosh huun jis ka ghar hai duniya
मैं एक ख़ाना-ब-दोश हूँ जिस का घर है दुनिया
Popular Sher & Shayari
26 totalye jism tang hai siine men bhi lahu kam hai
dil ab vo phuul hai jis men ki rang-o-bu kam hai
main apni maut se khalvat men milna chahta huun
so meri naav men bas main huun nakhuda nahin hai
shahr-e-jan men vabaon ka ik daur tha main ada-e-tanaffus men kamzor tha
zindagi phir miri yuun bacha.i ga.i meri shah-rag haTa di ga.i ya akhi
vo nasha hai ke zaban aql se karti hai fareb
tu miri baat ke mafhum pe jaata hai kahan
main ek khana-ba-dosh huun jis ka ghar hai duniya
so apne kandhe pe le ke ye ghar bhaTak raha huun
main ek khaana-ba-dosh huun jis kaa ghar hai duniyaa
so apne kaandhe pe le ke ye ghar bhaTak rahaa huun
main tujh se milne samay se pahle pahunch gayaa thaa
so tere ghar ke qarib aa kar bhaTak rahaa huun
ye tai huaa thaa ki khuub roeinge jab mileinge
ab us ke shaane pe sar hai to hanste jaa rahe hain
ye jism tang hai siine mein bhi lahu kam hai
dil ab vo phuul hai jis mein ki rang-o-bu kam hai
main apni maut se khalvat mein milnaa chaahtaa huun
so meri naav mein bas main huun naakhudaa nahin hai
hamaaraa kaam to mausam kaa dhyaan karnaa hai
aur us ke baa'd ke sab kaam shash-jahaat ke hain
Ghazalग़ज़ल
lahu mein ghul ghul ke bah rahe the ragon ke andar
लहू में घुल घुल के बह रहे थे रगों के अंदर
kuchh aise do-jahaan se raabta rakkhaa gayaa hai
कुछ ऐसे दो-जहाँ से राब्ता रक्खा गया है
tumhein aansu bahaane ko bhi mil jaaein kai kandhe
तुम्हें आँसू बहाने को भी मिल जाएँ कई कंधे
qarib aane lagaa vo to raat gahri hui
क़रीब आने लगा वो तो रात गहरी हुई
vo baar-e-farz-e-takalluf mujhi ko Dhonaa paDaa
वो बार-ए-फ़र्ज़-ए-तकल्लुफ मुझी को ढोना पड़ा





