jis ko khud apna e.atibar na ho
aise insan ka e.atibar na kar

Qadr Oraizi
Qadr Oraizi
Sherशेर
See all 11 →jis ko khud apna e.atibar na ho
जिस को ख़ुद अपना ए'तिबार न हो
log tujh ko haqir samjhenge
लोग तुझ को हक़ीर समझेंगे
be-rabtiyon ne 'qadr' miTa.i jo rabt ki
बे-रब्तियों ने 'क़द्र' मिटाई जो रब्त की
duniya ko ham se kaam na duniya se ham ko kaam
दुनिया को हम से काम न दुनिया से हम को काम
toDa nahin ja sakta paiman mohabbat ka
तोड़ा नहीं जा सकता पैमान मोहब्बत का
kyuun ishq ke jhagDe ko le jaata hai uqba men
क्यूँ इश्क़ के झगड़े को ले जाता है उक़्बा में
Popular Sher & Shayari
22 totallog tujh ko haqir samjhenge
had se zaa.id bhi inkisar na kar
be-rabtiyon ne 'qadr' miTa.i jo rabt ki
hai gosht ko bhi apne na ab ustukhvan se rabt
duniya ko ham se kaam na duniya se ham ko kaam
khatir se teri rakhte hain sare-jahan se rabt
toDa nahin ja sakta paiman mohabbat ka
nuqsan khud apna hai nuqsan mohabbat ka
kyuun ishq ke jhagDe ko le jaata hai uqba men
kar khatma duniya men duniya ki musibat ka
jis ko khud apnaa eatibaar na ho
aise insaan kaa eatibaar na kar
log tujh ko haqir samjheinge
had se zaaid bhi inkisaar na kar
be-rabtiyon ne 'qadr' miTaai jo rabt ki
hai gosht ko bhi apne na ab ustukhvaan se rabt
duniyaa ko ham se kaam na duniyaa se ham ko kaam
khaatir se teri rakhte hain saare-jahaan se rabt
toDaa nahin jaa saktaa paimaan mohabbat kaa
nuqsaan khud apnaa hai nuqsaan mohabbat kaa
kyuun ishq ke jhagDe ko le jaataa hai uqbaa mein
kar khaatma duniyaa mein duniyaa ki musibat kaa
Ghazalग़ज़ल
tegh-e-jafaa ko teri nahin imtihaan se rabt
तेग़-ए-जफ़ा को तेरी नहीं इम्तिहाँ से रब्त
khaamosh is tarah se na jal kar dhuaan uThaa
ख़ामोश इस तरह से न जल कर धुआँ उठा
is pe dhabba na lagaa naam ko rusvaai kaa
इस पे धब्बा न लगा नाम को रुस्वाई का
rang-e-zulm-e-dast-e-vahshat jab numaayaan ho gayaa
रंग-ए-ज़ुल्म-ए-दस्त-ए-वहशत जब नुमायाँ हो गया
dast-e-junun ne mujh ko pareshaan banaa diyaa
दस्त-ए-जुनूँ ने मुझ को परेशाँ बना दिया
koh-e-gham se kyaa gharaz fikr-e-butaan se kyaa gharaz
कोह-ए-ग़म से क्या ग़रज़ फ़िक्र-ए-बुताँ से क्या ग़रज़





