"bara.e-nam hi sahi ba-ehtiyat kijiye darun-e-kizb-o-iftira sadaqaten khalat-malat"

Rahi Fidai
Rahi Fidai
Sherशेर
See all 11 →bara.e-nam hi sahi ba-ehtiyat kijiye
बराए-नाम ही सही ब-एहतियात कीजिए
kisi ko saaya kisi ko gul-o-samar dega
किसी को साया किसी को गुल-ओ-समर देगा
sabza-zaron ki sharafat se na khelo qat.an
सब्ज़ा-ज़ारों की शराफ़त से न खेलो क़तअन
sharafaton ke rang men shararten khalat-malat
शराफ़तों के रंग में शरारतें ख़लत-मलत
havas-girafta havao nigahen nichi rakho
हवस-गिरफ़्ता हवाओ निगाहें नीची रखो
lazzat ka zahr vaqt-e-sahr chhoD kar koi
लज़्ज़त का ज़हर वक़्त-ए-सहर छोड़ कर कोई
Popular Sher & Shayari
22 total"kisi ko saaya kisi ko gul-o-samar dega hara-bhara hai darakht-e-rivaj rahne do"
"sabza-zaron ki sharafat se na khelo qat.an tum hava ho to khalaon se lipaT kar dekho"
"sharafaton ke rang men shararten khalat-malat sar-mazaq ho ga.iin himaqaten khalat-malat"
"havas-girafta havao nigahen nichi rakho shajar khaDe hain saDak ke qarin be-parda"
"lazzat ka zahr vaqt-e-sahr chhoD kar koi shab ke tamam rishte faramosh kar gaya"
sabza-zaaron ki sharaafat se na khelo qatan
tum havaa ho to khalaaon se lipaT kar dekho
kisi ko saayaa kisi ko gul-o-samar degaa
haraa-bharaa hai darakht-e-rivaaj rahne do
baraae-naam hi sahi ba-ehtiyaat kijiye
darun-e-kizb-o-iftiraa sadaaqatein khalat-malat
sharaafaton ke rang mein sharaartein khalat-malat
sar-mazaaq ho gaiin himaaqatein khalat-malat
aap ne achchhaa kiyaa tathir-e-khvaahish hi na ki
varna zamzam chashma-e-naapaak hotaa ghaaliban
khud ko mumtaaz banaane ki dili-khvaahish mein
dushman-e-jaan se mili meri anaa saazish mein
Ghazalग़ज़ल
ham na hote kaakh-e-musht-e-khaak hotaa ghaaliban
हम न होते काख़-ए-मुश्त-ए-ख़ाक होता ग़ालिबन
mataa-o-maal-e-havas hubb-e-aal saamne hai
मता-ओ-माल-ए-हवस हुब्ब-ए-आल सामने है
yaas-o-hiraas-o-jaur-o-jafaa se alag-thalag
यास-ओ-हिरास-ओ-जौर-ओ-जफ़ा से अलग-थलग
khud ko mumtaaz banaane ki dili-khvaahish mein
ख़ुद को मुम्ताज़ बनाने की दिली-ख़्वाहिश में
suno to aariza-e-ikhtilaaj rahne do
सुनो तो आरिज़ा-ए-इख़तिलाज रहने दो
ehsaas-e-zimmedaari bedaar ho rahaa hai
एहसास-ए-ज़िम्मेदारी बेदार हो रहा है





