zindagi kashmakash-e-vaqt men guzri apni
din ne jiine na diya raat ne marne na diya

Ram Riyaz
Ram Riyaz
Sherशेर
See all 7 →zindagi kashmakash-e-vaqt men guzri apni
ज़िंदगी कशमकश-ए-वक़्त में गुज़री अपनी
ab kahan vo pahli si fursaten mayassar hain
अब कहाँ वो पहली सी फ़ुर्सतें मयस्सर हैं
ham os ke qatre hain ki bikhre hue moti
हम ओस के क़तरे हैं कि बिखरे हुए मोती
tire intizar men is tarah mira ahad-e-shauq guzar gaya
तिरे इंतिज़ार में इस तरह मिरा अहद-ए-शौक़ गुज़र गया
aansu jo bahen surkh to ho jaati hain ankhen
आँसू जो बहें सुर्ख़ तो हो जाती हैं आँखें
zindagi to sapna hai kaun 'ram' apna hai
ज़िंदगी तो सपना है कौन 'राम' अपना है
Popular Sher & Shayari
14 totalab kahan vo pahli si fursaten mayassar hain
saara din safar karna saari raat gham karna
ham os ke qatre hain ki bikhre hue moti
dhoka nazar aa.e to hamen rol ke dekho
tire intizar men is tarah mira ahad-e-shauq guzar gaya
sar-e-sham jaise bisat-e-dil koi khasta-hal sameT le
aansu jo bahen surkh to ho jaati hain ankhen
dil aisa sulagta hai dhuan tak nahin aata
zindagi to sapna hai kaun 'ram' apna hai
kya kisi ko dukh dena kya kisi ka gham karna
tire intizaar mein is tarah miraa ahad-e-shauq guzar gayaa
sar-e-shaam jaise bisaat-e-dil koi khasta-haal sameT le
jo tere gham mein jale hain vo phir bujhe hi nahin
jab in ki raakh kuredo sharaare zinda hain
zindagi kashmakash-e-vaqt mein guzri apni
din ne jiine na diyaa raat ne marne na diyaa
aansu jo bahein surkh to ho jaati hain aankhein
dil aisaa sulagtaa hai dhuaan tak nahin aataa
zindagi to sapnaa hai kaun 'raam' apnaa hai
kyaa kisi ko dukh denaa kyaa kisi kaa gham karnaa
ab kahaan vo pahli si fursatein mayassar hain
saaraa din safar karnaa saari raat gham karnaa
Ghazalग़ज़ल
yaadon ke darichon ko zaraa khol ke dekho
यादों के दरीचों को ज़रा खोल के देखो
kahin jangal kahin darbaar se jaa miltaa hai
कहीं जंगल कहीं दरबार से जा मिलता है
lafz be-jaan hain mire ruh-e-maaani mujhe de
लफ़्ज़ बे-जाँ हैं मिरे रूह-ए-मआनी मुझे दे
ruuh mein ghor andhere ko utarne na diyaa
रूह में घोर अंधेरे को उतरने न दिया
muskuraati aankhon ko doston ki nam karnaa
मुस्कुराती आँखों को दोस्तों की नम करना





