"ham itne pareshan the ki hal-e-dil-e-sozan un ko bhi sunaya ki jo gham-khvar nahin the"

Razi Akhtar Shauq
Razi Akhtar Shauq
Sherशेर
ham itne pareshan the ki hal-e-dil-e-sozan
हम इतने परेशाँ थे कि हाल-ए-दिल-ए-सोज़ाँ
aap hi aap diye bujhte chale jaate hain
आप ही आप दिए बुझते चले जाते हैं
ham ruh-e-safar hain hamen namon se na pahchan
हम रूह-ए-सफ़र हैं हमें नामों से न पहचान
mujh ko paana hai to phir mujh men utar kar dekho
मुझ को पाना है तो फिर मुझ में उतर कर देखो
do badal aapas men mile the phir aisi barsat hui
दो बादल आपस में मिले थे फिर ऐसी बरसात हुई
ab kaise charagh kya charaghan
अब कैसे चराग़ क्या चराग़ाँ
Popular Sher & Shayari
12 total"aap hi aap diye bujhte chale jaate hain aur aaseb dikha.i bhi nahin deta hai"
"ham ruh-e-safar hain hamen namon se na pahchan kal aur kisi naam se aa ja.enge ham log"
"mujh ko paana hai to phir mujh men utar kar dekho yuun kinare se samundar nahin dekha jaata"
"do badal aapas men mile the phir aisi barsat hui jism ne jism se sargoshi ki ruuh ki ruuh se baat hui"
"ab kaise charagh kya charaghan jab saara vajud jal raha hai"
mujh ko paanaa hai to phir mujh mein utar kar dekho
yuun kinaare se samundar nahin dekhaa jaataa
ham itne pareshaan the ki haal-e-dil-e-sozaan
un ko bhi sunaayaa ki jo gham-khvaar nahin the
ham ruh-e-safar hain hamein naamon se na pahchaan
kal aur kisi naam se aa jaaeinge ham log
aap hi aap diye bujhte chale jaate hain
aur aaseb dikhaai bhi nahin detaa hai
do baadal aapas mein mile the phir aisi barsaat hui
jism ne jism se sargoshi ki ruuh ki ruuh se baat hui
ab kaise charaagh kyaa charaaghaan
jab saaraa vajud jal rahaa hai
Ghazalग़ज़ल
rang ab yuun tiri tasvir mein bhartaa jaaun
रंग अब यूँ तिरी तस्वीर में भरता जाऊँ
na faasle koi rakhnaa na qurbatein rakhnaa
न फ़ासले कोई रखना न क़ुर्बतें रखना
main duniyaa apne andar dekhtaa huun
मैं दुनिया अपने अंदर देखता हूँ
phir jo dekhaa duur tak ik khaamushi paai gai
फिर जो देखा दूर तक इक ख़ामुशी पाई गई
jis pal main ne ghar ki imaarat khvaab-aasaar banaai thi
जिस पल मैं ने घर की इमारत ख़्वाब-आसार बनाई थी
main kahaan aur arz-e-haal kahaan
मैं कहाँ और अर्ज़-ए-हाल कहाँ





