Sher
'ishq ki koi kasak hai ya karam urdu ka hai
bahr men Dhalta hai yaron khud-ba-khud mera kalam

Rohit Rahi
'ishq ki koi kasak hai ya karam urdu ka hai
'इश्क़ की कोई कसक है या करम उर्दू का है
qaid kya dair-o-haram ki zahido
क़ैद क्या दैर-ओ-हरम की ज़ाहिदो
huun khafa saare zamane se faqat tere liye
हूँ ख़फ़ा सारे ज़माने से फ़क़त तेरे लिए
ham-mizaji ka na yuun da'va karo
हम-मिज़ाजी का न यूँ दा'वा करो
pattharon ke ye sanam sunte hain kab
पत्थरों के ये सनम सुनते हैं कब
parsa.i ka tujhe 'rohit' milega kya samar
पारसाई का तुझे 'रोहित' मिलेगा क्या समर
'ishq ki koi kasak hai ya karam urdu ka hai
bahr men Dhalta hai yaron khud-ba-khud mera kalam
qaid kya dair-o-haram ki zahido
jalva-gar hai har taraf mera sanam
huun khafa saare zamane se faqat tere liye
'ishq ki tauhid mere tu kabhi to janega
ham-mizaji ka na yuun da'va karo
ashna hona mira asan nahin
pattharon ke ye sanam sunte hain kab
kaifiyat apni khuda hi jaane hain
parsa.i ka tujhe 'rohit' milega kya samar
kahte hain duniya jise sadiyon se be-tartib hai
paarsaai kaa tujhe 'rohit' milegaa kyaa samar
kahte hain duniyaa jise sadiyon se be-tartib hai
in bahaaron ki havaaon ko shikaayat ham se hai
ham kali ko lams se gul karte hain jaan-e-jigar
'ishq ki fitrat sadaa aazaad hai
qaid mein dair-o-haram ki kab rahaa
qaid kyaa dair-o-haram ki zaahido
jalva-gar hai har taraf meraa sanam
huun khafaa saare zamaane se faqat tere liye
'ishq ki tauhid mere tu kabhi to jaanegaa
pattharon ke ye sanam sunte hain kab
kaifiyat apni khudaa hi jaane hain