Sher
in men kya farq hai ab is ka bhi ehsas nahin
dard aur dil ka zara dekhiye yaksan hona

S A Mehdi
in men kya farq hai ab is ka bhi ehsas nahin
इन में क्या फ़र्क़ है अब इस का भी एहसास नहीं
jins-e-vafa ka dahr men bazar gir gaya
जिंस-ए-वफ़ा का दहर में बाज़ार गिर गया
mustaqil ab bujha bujha sa hai
मुस्तक़िल अब बुझा बुझा सा है
donon hon kaise ek ja 'mehdi' surur-o-soz-e-dil
दोनों हों कैसे एक जा 'मेहदी' सुरूर-ओ-सोज़-ए-दिल
in men kya farq hai ab is ka bhi ehsas nahin
dard aur dil ka zara dekhiye yaksan hona
jins-e-vafa ka dahr men bazar gir gaya
jab ishq faiz-e-husn ka hamil nahin raha
mustaqil ab bujha bujha sa hai
akhir is dil ko ye hua kya hai
donon hon kaise ek ja 'mehdi' surur-o-soz-e-dil
barq-e-nigah-e-naz ne gir ke bata diya ki yuun
in mein kyaa farq hai ab is kaa bhi ehsaas nahin
dard aur dil kaa zaraa dekhiye yaksaan honaa
jins-e-vafaa kaa dahr mein baazaar gir gayaa
jab ishq faiz-e-husn kaa haamil nahin rahaa
mustaqil ab bujhaa bujhaa saa hai
aakhir is dil ko ye huaa kyaa hai
donon hon kaise ek jaa 'mehdi' surur-o-soz-e-dil
barq-e-nigaah-e-naaz ne gir ke bataa diyaa ki yuun