maut aa jaa.e vaba men ye alag baat magar
ham tire hijr men nagha to nahin kar sakte

Sabir Aafaque
Sabir Aafaque
Sherशेर
See all 11 →maut aa jaa.e vaba men ye alag baat magar
मौत आ जाए वबा में ये अलग बात मगर
puchh us shakhs se main jis ko nahin mil paaya
पूछ उस शख़्स से मैं जिस को नहीं मिल पाया
bahut hi khushki men guzri hai is baras holi
बहुत ही ख़ुश्की में गुज़री है इस बरस होली
hal nikal a.enge masa.il ke
हल निकल आएँगे मसाइल के
ana ka sirf mohabbat ilaaj hai 'afaq'
अना का सिर्फ़ मोहब्बत इलाज है 'आफ़ाक़'
mujh ko lagta hai ghaDi jis ne bana.i hogi
मुझ को लगता है घड़ी जिस ने बनाई होगी
Popular Sher & Shayari
22 totalpuchh us shakhs se main jis ko nahin mil paaya
main tujhe jitna mayassar huun tiri qismat hai
bahut hi khushki men guzri hai is baras holi
gila hai tujh se ki giila nahin kiya mujh ko
hal nikal a.enge masa.il ke
khud-kushi karne vaalo baat karo
ana ka sirf mohabbat ilaaj hai 'afaq'
tu nok vaale musallas ko da.ere men mila
mujh ko lagta hai ghaDi jis ne bana.i hogi
intizar us ko bhi shiddat se kisi ka hoga
mujh ko lagtaa hai ghaDi jis ne banaai hogi
intizaar us ko bhi shiddat se kisi kaa hogaa
maut aa jaae vabaa mein ye alag baat magar
ham tire hijr mein naagha to nahin kar sakte
puchh us shakhs se main jis ko nahin mil paayaa
main tujhe jitnaa mayassar huun tiri qismat hai
bahut hi khushki mein guzri hai is baras holi
gila hai tujh se ki giilaa nahin kiyaa mujh ko
vasl ko maan ke taraste hain mire bachche bhi
kaifiyat hijr ki mujh par hi nahin taari hai
andhere kaa tasavvur kyaa hai bolun
andheraa raushni se chal rahaa hai
Ghazalग़ज़ल
phal hai gar tu to main patthar huun tiri qismat hai
फल है गर तू तो मैं पत्थर हूँ तिरी क़िस्मत है
teri duniyaa mein chaar din huun main
तेरी दुनिया में चार दिन हूँ मैं
manzil pahunch gayaa huun main rasta kiye baghair
मंज़िल पहुँच गया हूँ मैं रस्ता किए बग़ैर
us sitamgar mein Daal di main ne
उस सितमगर में डाल दी मैं ने
sabaq kitaab kaa pakkaa nahin kiyaa main ne
सबक़ किताब का पक्का नहीं किया मैं ने





