dil ke ujDe nagar ko kar abad
is Dagar ko bhi koi raahi de

Sahba Akhtar
Sahba Akhtar
Sherशेर
See all 12 →dil ke ujDe nagar ko kar abad
दिल के उजड़े नगर को कर आबाद
agar shu.ur na ho to bahisht hai duniya
अगर शुऊर न हो तो बहिश्त है दुनिया
hamen khabar hai zan-e-fahisha hai ye duniya
हमें ख़बर है ज़न-ए-फ़ाहिशा है ये दुनिया
mere sukhan ki daad bhi us ko hi dijiye
मेरे सुख़न की दाद भी उस को ही दीजिए
tum ne kaha tha chup rahna so chup ne bhi kya kaam kiya
तुम ने कहा था चुप रहना सो चुप ने भी क्या काम किया
miri tanha.iyon ko kaun samjhe
मिरी तन्हाइयों को कौन समझे
Popular Sher & Shayari
24 totalagar shu.ur na ho to bahisht hai duniya
baDe azaab men guzri hai agahi ke saath
hamen khabar hai zan-e-fahisha hai ye duniya
so ham bhi saath ise be-nikah rakhte hain
mere sukhan ki daad bhi us ko hi dijiye
vo jis ki aarzu mujhe sha.er bana ga.i
tum ne kaha tha chup rahna so chup ne bhi kya kaam kiya
chup rahne ki aadat ne kuchh aur hamen badnam kiya
miri tanha.iyon ko kaun samjhe
main saaya huun magar khud se juda huun
shaayad vo sang-dil ho kabhi maail-e-karam
surat na de yaqin ki is ehtimaal ko
'sahbaa' saahab dariyaa ho to dariyaa jaisi baat karo
tez havaa se lahar to ik jauhaD mein bhi aa jaati hai
main use samjhun na samjhun dil ko hotaa hai zarur
laala o gul par gumaan ik ajnabi tahrir kaa
tum ne kahaa thaa chup rahnaa so chup ne bhi kyaa kaam kiyaa
chup rahne ki aadat ne kuchh aur hamein badnaam kiyaa
agar shuur na ho to bahisht hai duniyaa
baDe azaab mein guzri hai aagahi ke saath
miri tanhaaiyon ko kaun samjhe
main saaya huun magar khud se judaa huun
Ghazalग़ज़ल
ba-rang-e-sher gire aur baar baar gire
ब-रंग-ए-शे'र गिरे और बार बार गिरे
muhit misl-e-aasmaan zamin-e-fikr-o-fan pe huun
मुहीत मिस्ल-ए-आसमाँ ज़मीन-ए-फ़िक्र-ओ-फ़न पे हूँ
savaal-e-subh-e-chaman zulmat-e-khizaan se uThaa
सवाल-ए-सुब्ह-ए-चमन ज़ुल्मत-ए-ख़िज़ाँ से उठा
zer hone na diyaa himmat-e-aali ne mujhe
ज़ेर होने न दिया हिम्मत-ए-आली ने मुझे
guunj mire gambhir khayaalon ki mujh se Takraati hai
गूँज मिरे गम्भीर ख़यालों की मुझ से टकराती है
fard-e-isyaan ko vo siyaahi de
फ़र्द-ए-इसयाँ को वो सियाही दे





