Sher
kaash itna hi samajh lete ye ahl-e-karvan
fasle baDh jaate hain sahmi hui raftar se
S
Saifi AzmiSaifi Azmi
kaash itna hi samajh lete ye ahl-e-karvan
काश इतना ही समझ लेते ये अहल-ए-कारवाँ
aankh nam rukh par udasi dard bhi dil ke qarib
आँख नम रुख़ पर उदासी दर्द भी दिल के क़रीब
har lafz-e-arzu men jhalak un ki aa ga.i
हर लफ़्ज़-ए-आरज़ू में झलक उन की आ गई
khushi se phulen na ahl-e-sahra abhi kahan se bahar aa.i
ख़ुशी से फूलें न अहल-ए-सहरा अभी कहाँ से बहार आई
kaash itna hi samajh lete ye ahl-e-karvan
fasle baDh jaate hain sahmi hui raftar se
aankh nam rukh par udasi dard bhi dil ke qarib
kya mohabbat aa ga.i hai apni manzil ke qarib
har lafz-e-arzu men jhalak un ki aa ga.i
un ko nikalta hi raha dastan se main
khushi se phulen na ahl-e-sahra abhi kahan se bahar aa.i
abhi to pahuncha hai ablon tak mira mazaq-e-barhana-pa.i
har lafz-e-aarzu mein jhalak un ki aa gai
un ko nikaaltaa hi rahaa daastaan se main
aankh nam rukh par udaasi dard bhi dil ke qarib
kyaa mohabbat aa gai hai apni manzil ke qarib
kaash itnaa hi samajh lete ye ahl-e-kaarvaan
faasle baDh jaate hain sahmi hui raftaar se
khushi se phulein na ahl-e-sahraa abhi kahaan se bahaar aai
abhi to pahunchaa hai aablon tak miraa mazaaq-e-barhana-paai