Sher
tum sharab pi kar bhi hosh-mand rahte ho
jaane kyuun mujhe aisi mai-kashi nahin aa.i

Salam Machhli shahri
tum sharab pi kar bhi hosh-mand rahte ho
तुम शराब पी कर भी होश-मंद रहते हो
kaash tum samajh saktin zindagi men sha.er ki aise din bhi aate hain
काश तुम समझ सकतीं ज़िंदगी में शाएर की ऐसे दिन भी आते हैं
ajiib baat hai main jab bhi kuchh udaas hua
अजीब बात है मैं जब भी कुछ उदास हुआ
meri maut ai saaqi irtiqa hai hasti ka
मेरी मौत ऐ साक़ी इर्तिक़ा है हस्ती का
yuun hi ankhon men aa ga.e aansu
यूँ ही आँखों में आ गए आँसू
raat dil ko tha sahar ka intizar
रात दिल को था सहर का इंतिज़ार
tum sharab pi kar bhi hosh-mand rahte ho
jaane kyuun mujhe aisi mai-kashi nahin aa.i
kaash tum samajh saktin zindagi men sha.er ki aise din bhi aate hain
jab usi ke parvarda chand us pe hanste hain phuul muskurate hain
ajiib baat hai main jab bhi kuchh udaas hua
diya sahara harifon ki bad-duaon ne
meri maut ai saaqi irtiqa hai hasti ka
ik 'salam' jaata hai ek aane vaala hai
yuun hi ankhon men aa ga.e aansu
ja.iye aap koi baat nahin
raat dil ko tha sahar ka intizar
ab ye gham hai kyuun savera ho gaya
ai mire ghar ki fazaaon se gurezaan mahtaab
apne ghar ke dar-o-divaar ko kaise chhoDun
ab maa-hasal hayaat kaa bas ye hai ai 'salaam'
cigarette jalaai sher kahe shaadmaan hue
gham musalsal ho to ahbaab bichhaD jaate hain
ab na koi dil-e-tanhaa ke qarin aaegaa
kabhi kabhi arz-e-gham ki khaatir ham ik bahaanaa bhi chaahte hain
jab aansuon se bhari hon aankhein to muskuraanaa bhi chaahte hain
raat dil ko thaa sahar kaa intizaar
ab ye gham hai kyuun saveraa ho gayaa
yuun hi aankhon mein aa gae aansu
jaaiye aap koi baat nahin