"sahil pe qaid lakhon safinon ke vaste meri shikasta naav hai tufan liye hue"

Salik Lakhnavi
Salik Lakhnavi
Sherशेर
See all 23 →sahil pe qaid lakhon safinon ke vaste
साहिल पे क़ैद लाखों सफ़ीनों के वास्ते
jo teri bazm se uTTha vo is tarah uTTha
जो तेरी बज़्म से उट्ठा वो इस तरह उट्ठा
apni khuddari salamat dil ka aalam kuchh sahi
अपनी ख़ुद्दारी सलामत दिल का आलम कुछ सही
manzil na mili kashmakash-e-ahl-e-nazar men
मंज़िल न मिली कश्मकश-ए-अहल-ए-नज़र में
ye bhi ik raat kaT hi ja.egi
ये भी इक रात कट ही जाएगी
miT chuke jo bhi the tauba-shikani ke asbab
मिट चुके जो भी थे तौबा-शिकनी के अस्बाब
Popular Sher & Shayari
46 total"jo teri bazm se uTTha vo is tarah uTTha kisi ki aankh men aansu kisi ke daman men"
"apni khuddari salamat dil ka aalam kuchh sahi jis jagah se uTh chuke hain us jagah phir jaa.en kya"
"manzil na mili kashmakash-e-ahl-e-nazar men is bhiiD se main apni nazar le ke chala huun"
"ye bhi ik raat kaT hi ja.egi sub.h-e-farda ki muntazir hai nigah"
"miT chuke jo bhi the tauba-shikani ke asbab ab na mai-khana na paimana na shisha na subu"
aaj bhi hai vahi maqaam aaj bhi lab pe un kaa naam
manzil-e-be-shumaar-gaam apne safar ko kyaa karun
dil ne siine mein kuchh qaraar liyaa
jab tujhe khuub saa pukaar liyaa
mai-khaana-e-hasti mein saaqi ham donon hi mujrim hain shaayad
khum tu ne bachaa ke rakkhe the paimaane main ne toDe hain
apni khuddaari salaamat dil kaa aalam kuchh sahi
jis jagah se uTh chuke hain us jagah phir jaaein kyaa
miT chuke jo bhi the tauba-shikani ke asbaab
ab na mai-khaana na paimaana na shisha na subu
bahaar-e-gulistaan ham ko na pahchaane taajjub hai
gulon ke rukh pe chhiDkaa hai bahut khun-e-jigar ham ne
Ghazalग़ज़ल
hujum-e-shahr se hai ab talaash-e-viraana
हुजूम-ए-शहर से है अब तलाश-ए-वीराना
mileinge raah mein sahraa bahut bahut gulshan
मिलेंगे राह में सहरा बहुत बहुत गुलशन
achchhi thi yaa buri thi bas ik haal par gai
अच्छी थी या बुरी थी बस इक हाल पर गई
mire siine mein soz-e-aarzu kis ki inaayat hai
मिरे सीने में सोज़-ए-आरज़ू किस की इनायत है
dil-e-be-qaid ne baa-nur-e-imaan kaafiri ki hai
दिल-ए-बे-क़ैद ने बा-नूर-ए-ईमाँ काफ़िरी की है
har aaine se meraa dil puchhtaa hai
हर आईने से मेरा दिल पूछता है





