niind TuuTi hai to ehsas-e-ziyan bhi jaaga
dhuup divar se angan men utar aa.i hai

Sarshar Siddiqui
Sarshar Siddiqui
Sherशेर
See all 7 →niind TuuTi hai to ehsas-e-ziyan bhi jaaga
नींद टूटी है तो एहसास-ए-ज़ियाँ भी जागा
ujDe hain ka.i shahar, to ye shahar basa hai
उजड़े हैं कई शहर, तो ये शहर बसा है
main ne ibadaton ko mohabbat bana diya
मैं ने इबादतों को मोहब्बत बना दिया
na-mustajab itni dua.en huiin ki phir
ना-मुस्तजाब इतनी दुआएँ हुईं कि फिर
ik kar-e-muhal kar raha huun
इक कार-ए-मुहाल कर रहा हूँ
'sarshar' main ne ishq ke ma.ani badal diye
'सरशार' मैं ने इश्क़ के मअ'नी बदल दिए
Popular Sher & Shayari
14 totalujDe hain ka.i shahar, to ye shahar basa hai
ye shahar bhi chhoDa to kidhar jaoge logo
main ne ibadaton ko mohabbat bana diya
ankhen buton ke saath rahin dil khuda ke saath
na-mustajab itni dua.en huiin ki phir
mera yaqin bhi uTh gaya rasm-e-dua ke saath
ik kar-e-muhal kar raha huun
zinda huun kamal kar raha huun
'sarshar' main ne ishq ke ma.ani badal diye
is ashiqi men pahle na tha vasl ka chalan
main ne ibaadaton ko mohabbat banaa diyaa
aankhein buton ke saath rahin dil khudaa ke saath
ik kaar-e-muhaal kar rahaa huun
zinda huun kamaal kar rahaa huun
ujDe hain kai shahar, to ye shahar basaa hai
ye shahar bhi chhoDaa to kidhar jaaoge logo
niind TuuTi hai to ehsaas-e-ziyaan bhi jaagaa
dhuup divaar se aangan mein utar aai hai
naa-mustajaab itni duaaein huiin ki phir
meraa yaqin bhi uTh gayaa rasm-e-duaa ke saath
'sarshaar' main ne ishq ke maani badal diye
is aashiqi mein pahle na thaa vasl kaa chalan
Ghazalग़ज़ल
mere badan mein thi tiri khushbu-e-pairahan
मेरे बदन में थी तिरी ख़ुशबू-ए-पैरहन
ishq tak apni dastaras bhi nahin
इश्क़ तक अपनी दस्तरस भी नहीं
shahr mein jab bhi zulekhaa se kharidaar aae
शहर में जब भी ज़ुलेख़ा से ख़रीदार आए
khalvat-e-zaat hai aur anjuman-aaraai hai
ख़ल्वत-ए-ज़ात है और अंजुमन-आराई है
sahraa hi ghanimat hai, jo ghar jaaoge logo
सहरा ही ग़नीमत है, जो घर जाओगे लोगो





