bint-e-havva huun main ye mira jurm hai
aur phir sha.eri to kaDa jurm hai

Sarwat Zehra
Sarwat Zehra
Sherशेर
See all 13 →bint-e-havva huun main ye mira jurm hai
बिंत-ए-हव्वा हूँ मैं ये मिरा जुर्म है
khvab aur tamanna ka kya hisab rakhna hai
ख़्वाब और तमन्ना का क्या हिसाब रखना है
mire jazbon ko ye lafzon ki bandish maar deti hai
मिरे जज़्बों को ये लफ़्ज़ों की बंदिश मार देती है
vaqt bhi ab mira marham nahin hone paata
वक़्त भी अब मिरा मरहम नहीं होने पाता
dil ke dariya ne kinaron se mohabbat kar li
दिल के दरिया ने किनारों से मोहब्बत कर ली
jaane vaale ko chale jaana hai
जाने वाले को चले जाना है
Popular Sher & Shayari
26 totalkhvab aur tamanna ka kya hisab rakhna hai
khvahishen hain sadiyon ki umr to zara si hai
mire jazbon ko ye lafzon ki bandish maar deti hai
kisi se kya kahun kya zaat ke andar banati huun
vaqt bhi ab mira marham nahin hone paata
dard kaisa hai jo maddham nahin hone paata
dil ke dariya ne kinaron se mohabbat kar li
tez bahta hai magar kam nahin hone paata
jaane vaale ko chale jaana hai
phir bhi rasman hi pukara jaa.e
dil ke dariyaa ne kinaaron se mohabbat kar li
tez bahtaa hai magar kam nahin hone paataa
kahaan pe khologe dard apnaa kise kahoge
kahin chhupaao, ye haal le kar kahaan chale ho
kaise bujhaaein kaun bujhaae bujhe bhi kyuun
is aag ko to khuun mein hal kar diyaa gayaa
ab to sanvaarne ke liye hijr bhi nahin
saaraa vabaal le ke ghazal kar diyaa gayaa
bint-e-havvaa huun main ye miraa jurm hai
aur phir shaaeri to kaDaa jurm hai
khvaab aur tamannaa kaa kyaa hisaab rakhnaa hai
khvaahishein hain sadiyon ki umr to zaraa si hai
Ghazalग़ज़ल
savaal-andar-savaal le kar kahaan chale ho
सवाल-अंदर-सवाल ले कर कहाँ चले हो
ek chup khaae gai hai mujh ko
एक चुप खाए गई है मुझ को
khunTiyon par khaamushi laTkaai hai
खूटियों पर ख़ामुशी लटकाई है
hazaar TuuTe hue zaaviyon mein baiThi huun
हज़ार टूटे हुए ज़ावियों में बैठी हूँ
tumhaari muntazir yuun to hazaaron ghar banaati huun
तुम्हारी मुंतज़िर यूँ तो हज़ारों घर बनाती हूँ





