Sher
chala gaya jo mujhe chhoD kar na jaane kahan
main us ke naam pe ye zindagi guzarun kyon

Seema Naqvi
chala gaya jo mujhe chhoD kar na jaane kahan
main us ke naam pe ye zindagi guzarun kyon
mujhe bhi haq hai miTa duun nasib ki syahi
main apne hisse ki khushiyan kisi pe varun kyon
chalaa gayaa jo mujhe chhoD kar na jaane kahaan
main us ke naam pe ye zindagi guzaarun kyon
mujhe bhi haq hai miTaa duun nasib ki syaahi
main apne hisse ki khushiyaan kisi pe vaarun kyon