Sher
guzarne ko to guzre ja rahe hain rah-e-hasti se
magar hai karvan apna na mir-e-karvan apna

Sehr Ishqabadi
guzarne ko to guzre ja rahe hain rah-e-hasti se
गुज़रने को तो गुज़रे जा रहे हैं राह-ए-हस्ती से
pahli si lazzaten nahin ab dard-e-ishq men
पहली सी लज़्ज़तें नहीं अब दर्द-ए-इश्क़ में
aah karta huun to aati hai palaT kar ye sada
आह करता हूँ तो आती है पलट कर ये सदा
vo dard hai ki dard sarapa bana diya
वो दर्द है कि दर्द सरापा बना दिया
ek ham hain raat bhar karvaT badalte hi kaTi
एक हम हैं रात भर करवट बदलते ही कटी
husn ka har khayal raushan hai
हुस्न का हर ख़याल रौशन है
guzarne ko to guzre ja rahe hain rah-e-hasti se
magar hai karvan apna na mir-e-karvan apna
pahli si lazzaten nahin ab dard-e-ishq men
kyuun dil ko main ne zulm ka khugar bana diya
aah karta huun to aati hai palaT kar ye sada
ashiqon ke vaste bab-e-asar khulta nahin
vo dard hai ki dard sarapa bana diya
main vo mariz huun jise iisa bhi chhoD de
ek ham hain raat bhar karvaT badalte hi kaTi
ek vo hain din chaDhe tak jin ka dar khulta nahin
husn ka har khayal raushan hai
ishq ka mudda.a kise malum
husn kaa har khayaal raushan hai
ishq kaa muddaaa kise maalum
guzarne ko to guzre jaa rahe hain raah-e-hasti se
magar hai kaarvaan apnaa na mir-e-kaarvaan apnaa
pahli si lazzatein nahin ab dard-e-ishq mein
kyuun dil ko main ne zulm kaa khugar banaa diyaa
aah kartaa huun to aati hai palaT kar ye sadaa
aashiqon ke vaaste baab-e-asar khultaa nahin
vo dard hai ki dard saraapaa banaa diyaa
main vo mariz huun jise iisaa bhi chhoD de
ek ham hain raat bhar karvaT badalte hi kaTi
ek vo hain din chaDhe tak jin kaa dar khultaa nahin