Sher
tum salamat raho qayamat tak
aur qayamat kabhi na aa.e 'shad'

Shaad Aarfi
tum salamat raho qayamat tak
तुम सलामत रहो क़यामत तक
'shad' ghair-mumkin hai shikva-e-butan mujh se
'शाद' ग़ैर-मुमकिन है शिकवा-ए-बुताँ मुझ से
kaTti hai aarzu ke sahare pe zindagi
कटती है आरज़ू के सहारे पे ज़िंदगी
dekh kar sha.ir ne us ko nukta-e-hikmat kaha
देख कर शाइ'र ने उस को नुक्ता-ए-हिकमत कहा
rang la.egi hamari tang-dasti ek din
रंग लाएगी हमारी तंग-दस्ती एक दिन
kahin fitrat badal sakti hai namon ke badalne se
कहीं फ़ितरत बदल सकती है नामों के बदलने से
tum salamat raho qayamat tak
aur qayamat kabhi na aa.e 'shad'
'shad' ghair-mumkin hai shikva-e-butan mujh se
main ne jis se ulfat ki us ko ba-vafa paaya
kaTti hai aarzu ke sahare pe zindagi
kaise kahun kisi ki tamanna na chahiye
dekh kar sha.ir ne us ko nukta-e-hikmat kaha
aur be-soche zamane ne use ''aurat'' kaha
rang la.egi hamari tang-dasti ek din
misl-e-ghalib 'shad' gar sab kuchh udhar aata gaya
kahin fitrat badal sakti hai namon ke badalne se
janab-e-shaikh ko main barhaman kah duun to kya hoga
jab chali apnon ki gardan par chali
chuum luun munh aap ki talvaar kaa
jahaan-e-dard mein insaaniyat ke naate se
koi bayaan kare meri daastaan hogi
shaikh par haath uThaane ke nahin ham qaael
haath uThaane ki jo Thaani hai to baatil se uThaa
ab unhein tashrif laanaa chaahiye
raat mein likhti hai raani raat ki
kahin fitrat badal sakti hai naamon ke badalne se
janaab-e-shaikh ko main barhaman kah duun to kyaa hogaa
dekh kar shaair ne us ko nukta-e-hikmat kahaa
aur be-soche zamaane ne use ''aurat'' kahaa