Sher
hai ayaan ru-e-yar ankhon men
chha.i hai kya bahar ankhon men

Shah Aasim
hai ayaan ru-e-yar ankhon men
है अयाँ रू-ए-यार आँखों में
a.ina le ke dekh zara apne husn ko
आईना ले के देख ज़रा अपने हुस्न को
la-makan hai vaste un ki maqam-e-bud-o-bash
ला-मकाँ है वास्ते उन की मक़ाम-ए-बूद-ओ-बाश
kafir-e-ishq hua jab se main is dahr men huun
काफ़िर-ए-इश्क़ हुआ जब से मैं इस दहर में हूँ
islam aur kufr hamara hi naam hai
इस्लाम और कुफ़्र हमारा ही नाम है
dekh kar mujh ko tujhe kyuun hai tahayyur naseh
देख कर मुझ को तुझे क्यूँ है तहय्युर नासेह
hai ayaan ru-e-yar ankhon men
chha.i hai kya bahar ankhon men
a.ina le ke dekh zara apne husn ko
aa.egi ye bahar-e-gulistan khizan men yaad
la-makan hai vaste un ki maqam-e-bud-o-bash
go ba-zahir kahne ko kalkatta aur lahore hai
kafir-e-ishq hua jab se main is dahr men huun
hai mire kufr se ye diin aur iman nazan
islam aur kufr hamara hi naam hai
ka.aba kunisht donon men apna maqam hai
dekh kar mujh ko tujhe kyuun hai tahayyur naseh
mashrab-e-ishq hai ye maz.hab-e-islam nahin
hai ayaan ru-e-yaar aankhon mein
chhaai hai kyaa bahaar aankhon mein
kaafir-e-ishq huaa jab se main is dahr mein huun
hai mire kufr se ye diin aur imaan naazaan
aaina le ke dekh zaraa apne husn ko
aaegi ye bahaar-e-gulistaan khizaan mein yaad
laa-makaan hai vaaste un ki maqaam-e-bud-o-baash
go ba-zaahir kahne ko kalkatta aur lahore hai
islaam aur kufr hamaaraa hi naam hai
kaaba kunisht donon mein apnaa maqaam hai
dekh kar mujh ko tujhe kyuun hai tahayyur naaseh
mashrab-e-ishq hai ye mazhab-e-islaam nahin