Sher
muflison ki basti ko bekasi ne ghera hai
har taraf udasi hai zulmaton ka Dera hai
S
Shahid GhaziShahid Ghazi
muflison ki basti ko bekasi ne ghera hai
मुफ़लिसों की बस्ती को बेकसी ने घेरा है
sau diye jala.e hain doston ke angan men
सौ दिए जलाए हैं दोस्तों के आँगन में
zulm sah ke bhi main ne honT si liye 'ghazi'
ज़ुल्म सह के भी मैं ने होंट सी लिए 'ग़ाज़ी'
is rang badalti duniya men pahchan baDi hi mushkil hai
इस रंग बदलती दुनिया में पहचान बड़ी ही मुश्किल है
teri fayyazi ke the charche bahut main ne sune
तेरी फ़य्याज़ी के थे चर्चे बहुत मैं ने सुने
tujhe is gaanv se jaana hai ik din
तुझे इस गाँव से जाना है इक दिन
muflison ki basti ko bekasi ne ghera hai
har taraf udasi hai zulmaton ka Dera hai
sau diye jala.e hain doston ke angan men
phir bhi mere angan men har taraf andhera hai
zulm sah ke bhi main ne honT si liye 'ghazi'
ek zarf un ka hai ek zarf mera hai
is rang badalti duniya men pahchan baDi hi mushkil hai
ye kis ko khabar hai ai 'shahid' kis bhes men kaun luTera hai
teri fayyazi ke the charche bahut main ne sune
phir bhi tere mai-kade se tishna-kam aaya huun main
tujhe is gaanv se jaana hai ik din
haveli kyuun banana chahta hai
tujhe is gaanv se jaanaa hai ik din
haveli kyuun banaanaa chaahtaa hai
muflison ki basti ko bekasi ne gheraa hai
har taraf udaasi hai zulmaton kaa Deraa hai
sau diye jalaae hain doston ke aangan mein
phir bhi mere aangan mein har taraf andheraa hai
zulm sah ke bhi main ne honT si liye 'ghaazi'
ek zarf un kaa hai ek zarf meraa hai
maajhi ne Duboyaa hai lahron ne uchhaalaa hai
gardish ke samundar kaa dastur niraalaa hai
is rang badalti duniyaa mein pahchaan baDi hi mushkil hai
ye kis ko khabar hai ai 'shaahid' kis bhes mein kaun luTeraa hai