tum bhuul kar bhi yaad nahin karte ho kabhi
ham to tumhari yaad men sab kuchh bhula chuke

Shaikh Ibrahim Zauq
Shaikh Ibrahim Zauq
Sherशेर
See all 75 →tum bhuul kar bhi yaad nahin karte ho kabhi
तुम भूल कर भी याद नहीं करते हो कभी
ma.alum jo hota hamen anjam-e-mohabbat
मालूम जो होता हमें अंजाम-ए-मोहब्बत
ham rone pe aa jaa.en to dariya hi baha den
हम रोने पे आ जाएँ तो दरिया ही बहा दें
laa.i hayat aa.e qaza le chali chale
लाई हयात आए क़ज़ा ले चली चले
kitne muflis ho ga.e kitne tavangar ho ga.e
कितने मुफ़लिस हो गए कितने तवंगर हो गए
zahid sharab piine se kafir hua main kyuun
ज़ाहिद शराब पीने से काफ़िर हुआ मैं क्यूँ
Popular Sher & Shayari
150 totalma.alum jo hota hamen anjam-e-mohabbat
lete na kabhi bhuul ke ham nam-e-mohabat
ham rone pe aa jaa.en to dariya hi baha den
shabnam ki tarah se hamen rona nahin aata
laa.i hayat aa.e qaza le chali chale
apni khushi na aa.e na apni khushi chale
kitne muflis ho ga.e kitne tavangar ho ga.e
khaak men jab mil ga.e donon barabar ho ga.e
zahid sharab piine se kafir hua main kyuun
kya DeDh chullu paani men iman bah gaya
'zauq' jo madrase ke bigDe hue hain mullaa
un ko mai-khaane mein le aao sanvar jaaeinge
ek aansu ne Duboyaa mujh ko un ki bazm mein
buund bhar paani se saari aabru paani hui
maalum jo hotaa hamein anjaam-e-mohabbat
lete na kabhi bhuul ke ham naam-e-mohabaat
behtar to hai yahi ki na duniyaa se dil lage
par kyaa karein jo kaam na be-dil-lagi chale
naaz hai gul ko nazaakat pe chaman mein ai 'zauq'
us ne dekhe hi nahin naaz-o-nazaakat vaale
in dinon garche dakan mein hai baDi qadr-e-sukhan
kaun jaae 'zauq' par dilli ki galiyaan chhoD kar
Ghazalग़ज़ल
aate hi tu ne ghar ke phir jaane ki sunaai
आते ही तू ने घर के फिर जाने की सुनाई
khat baDhaa kaakul baDhe zulfein baDhin gesu baDhe
ख़त बढ़ा काकुल बढ़े ज़ुल्फ़ें बढ़ीं गेसू बढ़े
azizo is ko na ghaDiyaal ki sadaa samjho
अज़ीज़ो इस को न घड़ियाल की सदा समझो
kisi bekas ko ai bedaad gar maaraa to kyaa maaraa
किसी बेकस को ऐ बेदाद गर मारा तो क्या मारा
kyaa aae tum jo aae ghaDi do ghaDi ke baad
क्या आए तुम जो आए घड़ी दो घड़ी के बाद
aankh us pur-jafaa se laDti hai
आँख उस पुर-जफ़ा से लड़ती है





