Sher
apne khuun se itni to ummiden hain
apne bachche bhiiD se aage niklenge

Shakeel Jamali
apne khuun se itni to ummiden hain
अपने ख़ून से इतनी तो उम्मीदें हैं
1 views
koi schol ki ghanTi baja de
कोई स्कूल की घंटी बजा दे
abhi raushan hua jaata hai rasta
अभी रौशन हुआ जाता है रस्ता
jhuuT men shak ki kam gunja.ish ho sakti hai
झूट में शक की कम गुंजाइश हो सकती है
main ne hathon se bujha.i hai dahakti hui aag
मैं ने हाथों से बुझाई है दहकती हुई आग
umr ka ek aur saal gaya
उम्र का एक और साल गया
apne khuun se itni to ummiden hain
apne bachche bhiiD se aage niklenge
koi schol ki ghanTi baja de
ye bachcha muskurana chahta hai
abhi raushan hua jaata hai rasta
vo dekho ek aurat aa rahi hai
jhuuT men shak ki kam gunja.ish ho sakti hai
sach ko jab chaho jhuThlaya ja sakta hai
main ne hathon se bujha.i hai dahakti hui aag
apne bachche ke khilaune ko bachane ke liye
umr ka ek aur saal gaya
vaqt phir ham pe khaak Daal gaya
zindagi aise bhi haalaat banaa deti hai
log saanson kaa kafan oDh ke mar jaate hain
sab se pahle dil ke khaali-pan ko bharnaa
paisa saari umr kamaayaa jaa saktaa hai
apne khuun se itni to ummidein hain
apne bachche bhiiD se aage nikleinge
har kone se teri khushbu aaegi
har sanduq mein tere kapDe nikleinge
umr kaa ek aur saal gayaa
vaqt phir ham pe khaak Daal gayaa
abhi raushan huaa jaataa hai rasta
vo dekho ek aurat aa rahi hai