Sher
hazrat-e-naseh bhi mai piine lage
ab mujhe samjhane vaala kaun tha
S
Sharaf MujaddidiSharaf Mujaddidi
hazrat-e-naseh bhi mai piine lage
हज़रत-ए-नासेह भी मय पीने लगे
parsa ban ke su-e-mai-khana
पारसा बन के सू-ए-मय-ख़ाना
ek ko ek nahin rashk se marne deta
एक को एक नहीं रश्क से मरने देता
shaikh kuchh apne-ap ko samjhen
शैख़ कुछ अपने-आप को समझें
is parde men ye husn ka aalam hai ilahi
इस पर्दे में ये हुस्न का आलम है इलाही
qadmon pe gira to haT ke bole
क़दमों पे गिरा तो हट के बोले
hazrat-e-naseh bhi mai piine lage
ab mujhe samjhane vaala kaun tha
parsa ban ke su-e-mai-khana
sar jhuka.e hue ham jaate hain
ek ko ek nahin rashk se marne deta
ye naya kucha-e-qatil men tamasha dekha
shaikh kuchh apne-ap ko samjhen
mai-kashon ki nazar men kuchh bhi nahin
is parde men ye husn ka aalam hai ilahi
be-parda vo ho jaa.en to kya janiye kya ho
qadmon pe gira to haT ke bole
andha hai to dekhta nahin hai
is parde mein ye husn kaa aalam hai ilaahi
be-parda vo ho jaaein to kyaa jaaniye kyaa ho
teri aankhein jise chaahein use apnaa kar lein
kaash aisaa hi sikhaa dein koi afsun mujh ko
dil mein mire jigar mein mire aankh mein miri
har jaa hai dost aur nahin milti hai jaa-e-dost
allaah allaah khususiyyat-e-zaat-e-hasnain
saari ummat ke hain poton se navaase baDh kar
tamaam chaaragaron se to mil chukaa hai javaab
tumhein bhi dard-e-mohabbat sunaae dete hain
ushshaaq ke aage na laDaa ghairon se aankhein
Dar hai ki na ho jaae laDaai tire dar par