Sher
tu june ki garmi se na ghabra ki jahan men
ye lu to hamesha na rahi hai na rahegi

Sharif kunjahi
tu june ki garmi se na ghabra ki jahan men
तू जून की गर्मी से न घबरा कि जहाँ में
tavil raat bhi akhir ko khatm hoti hai
तवील रात भी आख़िर को ख़त्म होती है
bastiyan tu ne khalaon men basa.in bhi to kya
बस्तियाँ तू ने ख़लाओं में बसाईं भी तो क्या
ghunuda rahon ko tak tak ke sogvar na ho
ग़ुनूदा राहों को तक तक के सोगवार न हो
gulzar men vo rut bhi kabhi aa ke rahegi
गुलज़ार में वो रुत भी कभी आ के रहेगी
khanda-e-mauj miri tishna-labi ne jaana
ख़ंदा-ए-मौज मिरी तिश्ना-लबी ने जाना
tu june ki garmi se na ghabra ki jahan men
ye lu to hamesha na rahi hai na rahegi
tavil raat bhi akhir ko khatm hoti hai
'sharif' ham na andheron se maat kha.enge
bastiyan tu ne khalaon men basa.in bhi to kya
dil ke viranon ko dekh in ko bhi kuchh abad kar
ghunuda rahon ko tak tak ke sogvar na ho
tire qadam hi musafir inhen jaga.enge
gulzar men vo rut bhi kabhi aa ke rahegi
jab koi kali jaur khizan ke na sahegi
khanda-e-mauj miri tishna-labi ne jaana
ret ka tapta hua dekh ke zarra koi
tu june ki garmi se na ghabraa ki jahaan mein
ye lu to hamesha na rahi hai na rahegi
tavil raat bhi aakhir ko khatm hoti hai
'sharif' ham na andheron se maat khaaeinge
bastiyaan tu ne khalaaon mein basaain bhi to kyaa
dil ke viraanon ko dekh in ko bhi kuchh aabaad kar
ghunuda raahon ko tak tak ke sogvaar na ho
tire qadam hi musaafir inhein jagaaeinge
gulzaar mein vo rut bhi kabhi aa ke rahegi
jab koi kali jaur khizaan ke na sahegi
khanda-e-mauj miri tishna-labi ne jaanaa
ret kaa taptaa huaa dekh ke zarra koi