Sher
"nigah-e-lutf men hai uqda-kusha.i muzmar kaam bigDe hue bandon ke sanvar jaate hain"

Sher Singh Naaz Dehlvi
nigah-e-lutf men hai uqda-kusha.i muzmar
निगह-ए-लुत्फ़ में है उक़्दा-कुशाई मुज़्मर
baton men DhunDte hain vo pahlu malal ka
बातों में ढूँडते हैं वो पहलू मलाल का
chuum kar aaya hai ye dast-e-hina.i aap ka
चूम कर आया है ये दस्त-ए-हिनाई आप का
abla-pa.i hamari rang laa.i dasht men
आबला-पाई हमारी रंग लाई दश्त में
ro diye fariyad par meri butan-e-sang-dil
रो दिए फ़रियाद पर मेरी बुतान-ए-संग-दिल
ik bahana chahiye un ko bigaDne ke liye
इक बहाना चाहिए उन को बिगड़ने के लिए
"nigah-e-lutf men hai uqda-kusha.i muzmar kaam bigDe hue bandon ke sanvar jaate hain"
"baton men DhunDte hain vo pahlu malal ka matlab ye hai ki zikr na aa.e visal ka"
"chuum kar aaya hai ye dast-e-hina.i aap ka kyuun na rakkhun main kaleje se laga kar tiir ko"
"abla-pa.i hamari rang laa.i dasht men khar-e-sahra tishna-e-khun ho ke nashtar ho ga.e"
"ro diye fariyad par meri butan-e-sang-dil mere nalon se pighal kar mom patthar ho ga.e"
"ik bahana chahiye un ko bigaDne ke liye main ne zulfon ki bala.en liin mire sar ho ga.e"
bal paDe chitvan pe abru tan ke khanjar ho gae
zikr-e-vasl aate hi vo jaame se baahar ho gae
ro diye fariyaad par meri butaan-e-sang-dil
mere naalon se pighal kar mom patthar ho gae
nigah-e-lutf mein hai uqda-kushaai muzmar
kaam bigDe hue bandon ke sanvar jaate hain
chuum kar aayaa hai ye dast-e-hinaai aap kaa
kyuun na rakkhun main kaleje se lagaa kar tiir ko
baaton mein DhunDte hain vo pahlu malaal kaa
matlab ye hai ki zikr na aae visaal kaa
ik bahaana chaahiye un ko bigaDne ke liye
main ne zulfon ki balaaein liin mire sar ho gae