Sher
"ye baazi mohabbat ki baazi hai nadan ise jitna hai to haare chala ja"

Sheri Bhopali
ye baazi mohabbat ki baazi hai nadan
ये बाज़ी मोहब्बत की बाज़ी है नादाँ
mohabbat ma.ani o alfaz men laa.i nahin jaati
मोहब्बत मअ'नी ओ अल्फ़ाज़ में लाई नहीं जाती
barabar khafa hon barabar mana.en
बराबर ख़फ़ा हों बराबर मनाएँ
abhi to dil men halki si khalish mahsus hoti hai
अभी तो दिल में हल्की सी ख़लिश महसूस होती है
sunne men aa rahe hain masarrat ke vaqi.at
सुनने में आ रहे हैं मसर्रत के वाक़िआत
qayamat hai ye kah kar us ne lauTaya hai qasid ko
क़यामत है ये कह कर उस ने लौटाया है क़ासिद को
"ye baazi mohabbat ki baazi hai nadan ise jitna hai to haare chala ja"
"mohabbat ma.ani o alfaz men laa.i nahin jaati ye vo nazuk haqiqat hai jo samjha.i nahin jaati"
"barabar khafa hon barabar mana.en na tum baaz aao na ham baaz aa.en"
"abhi to dil men halki si khalish mahsus hoti hai bahut mumkin hai kal is ka mohabbat naam ho jaa.e"
"sunne men aa rahe hain masarrat ke vaqi.at jamhuriyat ka husn numayan hai aj-kal"
"qayamat hai ye kah kar us ne lauTaya hai qasid ko ki un ka to har ik khat akhiri paigham hota hai"
qayaamat hai ye kah kar us ne lauTaayaa hai qaasid ko
ki un kaa to har ik khat aakhiri paighaam hotaa hai
ye baazi mohabbat ki baazi hai naadaan
ise jitnaa hai to haare chalaa jaa
mohabbat maani o alfaaz mein laai nahin jaati
ye vo naazuk haqiqat hai jo samjhaai nahin jaati
baraabar khafaa hon baraabar manaaein
na tum baaz aao na ham baaz aaein
abhi to dil mein halki si khalish mahsus hoti hai
bahut mumkin hai kal is kaa mohabbat naam ho jaae
sunne mein aa rahe hain masarrat ke vaaqiaat
jamhuriyat kaa husn numaayaan hai aaj-kal