Sher
dekho na zaat paat na nam-o-nasab 'shifa'
par dost jab banao to kirdar dekh kar

Shifa Kajgavnwi
dekho na zaat paat na nam-o-nasab 'shifa'
par dost jab banao to kirdar dekh kar
ghair se kiya gila kare koi
jab ki apne hi bevafa ho jaa.en
bachpan men shauq se jo gharaunde bana.e the
ik huuk si uThi unhen mismar dekh kar
dekho na zaat paat na naam-o-nasab 'shifaa'
par dost jab banaao to kirdaar dekh kar
bachpan mein shauq se jo gharaunde banaae the
ik huuk si uThi unhein mismaar dekh kar
ghair se kiyaa gila kare koi
jab ki apne hi bevafaa ho jaaein