Sher
jaane vaale kabhi nahin aate
jaane valon ki yaad aati hai

Sikandar Ali Wajd
jaane vaale kabhi nahin aate
जाने वाले कभी नहीं आते
dil ki basti ajiib basti hai
दिल की बस्ती अजीब बस्ती है
der se aa rahi hai yaad tiri
देर से आ रही है याद तिरी
tamiz-e-khvab-o-haqiqat hai shart-e-bedari
तमीज़-ए-ख़्वाब-ओ-हक़ीक़त है शर्त-ए-बेदारी
bahar aa.e to khud hi laala o nargis bata denge
बहार आए तो ख़ुद ही लाला ओ नर्गिस बता देंगे
khuda shahid hai mere bhulne vaale ba-juz tere
ख़ुदा शाहिद है मेरे भूलने वाले ब-जुज़ तेरे
jaane vaale kabhi nahin aate
jaane valon ki yaad aati hai
dil ki basti ajiib basti hai
ye ujaDne ke baa'd basti hai
der se aa rahi hai yaad tiri
kya tujhe yaad aa raha huun main
tamiz-e-khvab-o-haqiqat hai shart-e-bedari
khayal-e-azmat-e-mazi ko chhoD haal ko dekh
bahar aa.e to khud hi laala o nargis bata denge
khizan ke daur men dilkash gulistanon pe kya guzri
khuda shahid hai mere bhulne vaale ba-juz tere
mujhe takhliq-e-alam ra.egan ma.alum hoti hai
der se aa rahi hai yaad tiri
kyaa tujhe yaad aa rahaa huun main
ahl-e-himmat ko balaaon pe hansi aati hai
nang-e-hasti hai musibat mein pareshaan honaa
dil ki basti ajiib basti hai
ye ujaDne ke baa'd basti hai
tamiz-e-khvaab-o-haqiqat hai shart-e-bedaari
khayaal-e-azmat-e-maazi ko chhoD haal ko dekh
bahaar aae to khud hi laala o nargis bataa deinge
khizaan ke daur mein dilkash gulistaanon pe kyaa guzri
khudaa shaahid hai mere bhulne vaale ba-juz tere
mujhe takhliq-e-aalam raaegaan maalum hoti hai