Sher
"hamen to yaad nahin koi lamha-e-ishrat kabhi tumhin ne kisi din hansa diya hoga"
S
Syed Basit Hussain Mahir LakhnaviSyed Basit Hussain Mahir Lakhnavi
hamen to yaad nahin koi lamha-e-ishrat
हमें तो याद नहीं कोई लम्हा-ए-इशरत
dekh kar kaali ghaTa ahl-e-qafas
देख कर काली घटा अहल-ए-क़फ़स
phirti hai to phir jaa.e badalti hai to badle
फिरती है तो फिर जाए बदलती है तो बदले
dil ki har baat kah ga.e aansu
दिल की हर बात कह गए आँसू
tark-e-ulfat se mohabbat ka likha miT na saka
तर्क-ए-उल्फ़त से मोहब्बत का लिखा मिट न सका
kamar bandho muqaddar ke sahare baiThne vaalo
कमर बाँधो मुक़द्दर के सहारे बैठने वालो
"hamen to yaad nahin koi lamha-e-ishrat kabhi tumhin ne kisi din hansa diya hoga"
"dekh kar kaali ghaTa ahl-e-qafas aur kya karte taDap kar rah ga.e"
"phirti hai to phir jaa.e badalti hai to badle duniya ki nazar hai miri qismat to nahin hai"
"dil ki har baat kah ga.e aansu gir ke ankhon se rah ga.e aansu"
"tark-e-ulfat se mohabbat ka likha miT na saka vahi afsurdagi-e-sham-o-sahar aaj bhi hai"
"kamar bandho muqaddar ke sahare baiThne vaalo shikast-e-razm se rahon ka pech-o-kham na badlega"
hamein to yaad nahin koi lamha-e-ishrat
kabhi tumhin ne kisi din hansaa diyaa hogaa
dekh kar kaali ghaTaa ahl-e-qafas
aur kyaa karte taDap kar rah gae
phirti hai to phir jaae badalti hai to badle
duniyaa ki nazar hai miri qismat to nahin hai
tark-e-ulfat se mohabbat kaa likhaa miT na sakaa
vahi afsurdagi-e-shaam-o-sahar aaj bhi hai
kamar baandho muqaddar ke sahaare baiThne vaalo
shikast-e-razm se raahon kaa pech-o-kham na badlegaa
dil ki har baat kah gae aansu
gir ke aankhon se rah gae aansu