Sher
bevafa kuchh nahin teri taqsir
mujh ko meri vafa hi raas nahin

Syed Mohammad Meer Asar
bevafa kuchh nahin teri taqsir
बेवफ़ा कुछ नहीं तेरी तक़्सीर
jis ghaDi ghurte ho ghussa se
जिस घड़ी घूरते हो ग़ुस्सा से
tu kahan main kahan pa kahte hain
तू कहाँ मैं कहाँ प कहते हैं
yuun aag men se bhaag nikalna nazar bacha
यूँ आग में से भाग निकलना नज़र बचा
juun aks kahan mira Thikana
जूँ अक्स कहाँ मिरा ठिकाना
yuun khuda ki khuda.i bar-haq hai
यूँ ख़ुदा की ख़ुदाई बर-हक़ है
bevafa kuchh nahin teri taqsir
mujh ko meri vafa hi raas nahin
jis ghaDi ghurte ho ghussa se
nikle paDta hai pyaar ankhon men
tu kahan main kahan pa kahte hain
ki ye aapas men donon rahte hain
yuun aag men se bhaag nikalna nazar bacha
apne ta.iin to vaz.a na bhaa.i sharar ki
juun aks kahan mira Thikana
tere jalve se jalva-gar huun
yuun khuda ki khuda.i bar-haq hai
par 'asar' ki hamen to aas nahin
jis ghaDi ghurte ho ghussa se
nikle paDtaa hai pyaar aankhon mein
kyaa kahun kis tarah se jiitaa huun
gham ko khaataa huun aansu piitaa huun
bevafaa kuchh nahin teri taqsir
mujh ko meri vafaa hi raas nahin
apne nazdik dard-e-dil main kahaa
tere nazdik qissa-khvaani ki
tu hi behtar hai aaina ham se
ham to itne bhi ru-shanaas nahin
kin ne kahaa aur se na mil tu
par ham se bhi kabhu milaa kar