Sher
maut ke khunkhar panjon men sisakti hai hayat
aaj hai insaniyat ki har ada sahmi hui

Syed Shakeel Desnavi
maut ke khunkhar panjon men sisakti hai hayat
मौत के खूँ-ख़्वार पंजों में सिसकती है हयात
gard-e-safar ke saath tha vabasta intizar
गर्द-ए-सफ़र के साथ था वाबस्ता इंतिज़ार
rishta raha ajiib mira zindagi ke saath
रिश्ता रहा अजीब मिरा ज़िंदगी के साथ
ahrman ka raqs-e-vahshat har gali har moD par
अहरमन का रक़्स-ए-वहशत हर गली हर मोड़ पर
us se bachhDa to yuun laga jaise
उस से बछड़ा तो यूँ लगा जैसे
phir koi choT ubhri dil men kasak si jaagi
फिर कोई चोट उभरी दिल में कसक सी जागी
maut ke khunkhar panjon men sisakti hai hayat
aaj hai insaniyat ki har ada sahmi hui
gard-e-safar ke saath tha vabasta intizar
ab to kahin ghubar bhi baaqi nahin raha
rishta raha ajiib mira zindagi ke saath
chalta ho jaise koi kisi ajnabi ke saath
ahrman ka raqs-e-vahshat har gali har moD par
barbariyyat dekh kar hai khud qaza sahmi hui
us se bachhDa to yuun laga jaise
koi mujh men bikhar gaya sahab
phir koi choT ubhri dil men kasak si jaagi
yadon ki aaj shayad purva.i chal rahi hai
'shakil' hijr ke zinon pe ruk gaiin yaadein
isi maqaam par aa kar Thahar gai shab bhi
rishta rahaa ajiib miraa zindagi ke saath
chaltaa ho jaise koi kisi ajnabi ke saath
ahrman kaa raqs-e-vahshat har gali har moD par
barbariyyat dekh kar hai khud qazaa sahmi hui
maut ke khunkhaar panjon mein sisakti hai hayaat
aaj hai insaaniyat ki har adaa sahmi hui
gard-e-safar ke saath thaa vaabasta intizaar
ab to kahin ghubaar bhi baaqi nahin rahaa
us se bachhDaa to yuun lagaa jaise
koi mujh mein bikhar gayaa saahab