Quote
"kahte ho sab ki tujh se khafa ho gaya hai yaar ye bhi koi batao ki kis baat par hua"

Syed Yusuf Ali Khan Nazim
kahte ho sab ki tujh se khafa ho gaya hai yaar
कहते हो सब कि तुझ से ख़फ़ा हो गया है यार
iid ke din ja.iye kyuun id-gah
ईद के दिन जाइए क्यूँ ईद-गाह
hai eid mai-kade ko chalo dekhta hai kaun
है ईद मय-कदे को चलो देखता है कौन
vahi ma.abud hai 'nazim' jo hai mahbub apna
वही माबूद है 'नाज़िम' जो है महबूब अपना
aa gaya dhyan men mazmun tiri yakta.i ka
आ गया ध्यान में मज़मूँ तिरी यकताई का
ye kis zohra-jabin ki anjuman men aamad aamad hai
ये किस ज़ोहरा-जबीं की अंजुमन में आमद आमद है
"kahte ho sab ki tujh se khafa ho gaya hai yaar ye bhi koi batao ki kis baat par hua"
"iid ke din ja.iye kyuun id-gah jab ki dar-e-mai-kada va ho gaya"
"hai eid mai-kade ko chalo dekhta hai kaun shahd o shakar pe TuuT paDe roza-dar aaj"
"vahi ma.abud hai 'nazim' jo hai mahbub apna kaam kuchh ham ko na masjid se na but-khane se"
"aa gaya dhyan men mazmun tiri yakta.i ka aaj matl.a hua misra.a miri tanha.i ka"
"ye kis zohra-jabin ki anjuman men aamad aamad hai bichhaya hai qamar ne chandni ka farsh mahfil men"
kahte ho sab ki tujh se khafaa ho gayaa hai yaar
ye bhi koi bataao ki kis baat par huaa
aa gayaa dhyaan mein mazmun tiri yaktaai kaa
aaj matla huaa misraa miri tanhaai kaa
afsaana-e-majnun se nahin kam miraa qissa
is baat ko jaane do ki mashhur nahin hai
saahil par aa ke lagti hai Takkar safine ko
hijraan se vasl mein hai sivaa dil ki ehtiyaat
sambhaal vaaiz zabaan apni khudaa se Daraa ik zaraa hayaa kar
buton ki ghibat khudaa ke ghar mein khudaa khudaa kar khudaa khudaa kar
ye kis zohra-jabin ki anjuman mein aamad aamad hai
bichhaayaa hai qamar ne chaandni kaa farsh mahfil mein