Sher
un baton par mat jaana jo 'aam huiin
dekho kitni sachcha.i hai ankhon men

Tahir Azeem
un baton par mat jaana jo 'aam huiin
उन बातों पर मत जाना जो 'आम हुईं
jo tire intizar men guzre
जो तिरे इंतिज़ार में गुज़रे
shahr ki is bhiiD men chal to raha huun
शहर की इस भीड़ में चल तो रहा हूँ
ye jo maazi ki baat karte hain
ये जो माज़ी की बात करते हैं
mujh ko bhi haq hai zindagani ka
मुझ को भी हक़ है ज़िंदगानी का
soch apni zaat tak mahdud hai
सोच अपनी ज़ात तक महदूद है
un baton par mat jaana jo 'aam huiin
dekho kitni sachcha.i hai ankhon men
jo tire intizar men guzre
bas vahi intizar ke din the
shahr ki is bhiiD men chal to raha huun
zehn men par gaanv ka naqsha rakha hai
ye jo maazi ki baat karte hain
sochte honge haal se aage
mujh ko bhi haq hai zindagani ka
main bhi kirdar huun kahani ka
soch apni zaat tak mahdud hai
zehn ki kya ye tabahi kuchh nahin
taasir nahin rahti alfaaz ki bandish mein
main sach jo nahin kahtaa lahje kaa asar jaataa
tum hamaare khuun ki qimat na puchho
is mein apne zarf kaa arsa rakhaa hai
shahr ki is bhiiD mein chal to rahaa huun
zehn mein par gaanv kaa naqsha rakhaa hai
un baaton par mat jaanaa jo 'aam huiin
dekho kitni sachchaai hai aankhon mein
jo tire intizaar mein guzre
bas vahi intizaar ke din the
barson pahle jis dariyaa mein utraa thaa
ab tak us ki gahraai hai aankhon mein