Sher
mire baghat se maali hai gha.eb
sabhi ilzam aata hai khizan par

Tanzila Afzal
mire baghat se maali hai gha.eb
मिरे बाग़ात से माली है ग़ाएब
main ne ye soch ki nimTa liye apne jhagDe
मैं ने ये सोच कि निमटा लिए अपने झगड़े
jis ki auqat dekhni ho mujhe
जिस की औक़ात देखनी हो मुझे
jab jahan chahoge fursat se milenge tum ko
जब जहाँ चाहोगे फ़ुर्सत से मिलेंगे तुम को
vo kabhi dhoka nahin kha.ega
वो कभी धोका नहीं खाएगा
lab hain ehsas-e-kamtari ka shikar
लब हैं एहसास-ए-कमतरी का शिकार
mire baghat se maali hai gha.eb
sabhi ilzam aata hai khizan par
main ne ye soch ki nimTa liye apne jhagDe
aur uljhenge agar aa ga.e suljhane log
jis ki auqat dekhni ho mujhe
us ko thoDa sa bhaao deti huun
jab jahan chahoge fursat se milenge tum ko
log nayab nahin hote hain Thukra.e hue
vo kabhi dhoka nahin kha.ega
bevafa banda-shanas aaj bhi hai
lab hain ehsas-e-kamtari ka shikar
us ko darkar hain miri ankhen
main ne ye soch ki nimTaa liye apne jhagDe
aur uljheinge agar aa gae suljhaane log
jab jahaan chaahoge fursat se mileinge tum ko
log naayaab nahin hote hain Thukraae hue
jis ki auqaat dekhni ho mujhe
us ko thoDaa saa bhaao deti huun
makaan to khair bante rah gae hain
hamaare paas naqshe rah gae hain
vo kabhi dhoka nahin khaaegaa
bevafaa banda-shanaas aaj bhi hai
lab hain ehsaas-e-kamtari kaa shikaar
us ko darkaar hain miri aankhein