Sher
dil us chashm ko vo dil-e-zar ko
ki dekhe hai bimar bimar ko
T
Tasveer DehlviTasveer Dehlvi
dil us chashm ko vo dil-e-zar ko
दिल उस चश्म को वो दिल-ए-ज़ार को
tamanna jo na rakhta ho jhuka.e vo nazar kis se
तमन्ना जो न रखता हो झुकाए वो नज़र किस से
vo kaun si jafa hai ki jo tum ne ki nahin
वो कौन सी जफ़ा है कि जो तुम ने की नहीं
aisa tire firaq men bimar ho gaya
ऐसा तिरे फ़िराक़ में बीमार हो गया
dil ko ro baiThe ki dil le ke vo ghar baiTh rahe
दिल को रो बैठे कि दिल ले के वो घर बैठ रहे
dil us chashm ko vo dil-e-zar ko
ki dekhe hai bimar bimar ko
tamanna jo na rakhta ho jhuka.e vo nazar kis se
use shadi o gham kis ka use suud o zarar kis se
vo kaun si jafa hai ki jo tum ne ki nahin
vo kaun sa sitam hai jo main ne saha nahin
aisa tire firaq men bimar ho gaya
main charagar ki jaan ko azar ho gaya
dil ko ro baiThe ki dil le ke vo ghar baiTh rahe
ham idhar baiTh rahe aur vo udhar baiTh rahe
dil us chashm ko vo dil-e-zaar ko
ki dekhe hai bimaar bimaar ko
dil ko ro baiThe ki dil le ke vo ghar baiTh rahe
ham idhar baiTh rahe aur vo udhar baiTh rahe
aisaa tire firaaq mein bimaar ho gayaa
main chaaraagar ki jaan ko aazaar ho gayaa
tamannaa jo na rakhtaa ho jhukaae vo nazar kis se
use shaadi o gham kis kaa use suud o zarar kis se
vo kaun si jafaa hai ki jo tum ne ki nahin
vo kaun saa sitam hai jo main ne sahaa nahin