Sher
ik roz khel khel men ham us ke ho ga.e
aur phir tamam umr kisi ke nahin hue

Vipul Kumar
ik roz khel khel men ham us ke ho ga.e
इक रोज़ खेल खेल में हम उस के हो गए
jhiil kinara shant pavan aur ham donon
झील किनारा शांत पवन और हम दोनों
tamam ishq ki mohlat hai is ankhon men
तमाम इश्क़ की मोहलत है इस आँखों में
ik din tiri gali men mujhe le ga.i hava
इक दिन तिरी गली में मुझे ले गई हवा
vo ek haath baDha.ega tujh ko pa lega
वो एक हाथ बढ़ाएगा तुझ को पा लेगा
safir-e-ishq hamen ab to ham safar kar lo
सफीर-ए-इश्क़ हमें अब तो हम सफ़र कर लो
ik roz khel khel men ham us ke ho ga.e
aur phir tamam umr kisi ke nahin hue
jhiil kinara shant pavan aur ham donon
ik lamhe ka khali-pan aur ham donon
tamam ishq ki mohlat hai is ankhon men
aur ek lamha-e-imkan bhi ziyada nahin
ik din tiri gali men mujhe le ga.i hava
aur phir tamam umr mujhe DhunDhti rahi
vo ek haath baDha.ega tujh ko pa lega
so dekh sabr ka elaan bhi ziyada nahin
safir-e-ishq hamen ab to ham safar kar lo
hamare paas to saman bhi ziyada nahin
har mulaaqaat pe siine se lagaane vaale
kitne pyaare hain mujhe chhoD ke jaane vaale
ik lamha-e-firaaq pe vaaraa gayaa mujhe
kaisi hasin shaam mein maaraa gayaa mujhe
ik roz khel khel mein ham us ke ho gae
aur phir tamaam umr kisi ke nahin hue
us hijr pe tohmat ki jise vasl ki zid ho
us dard pe laanat ki jo ashaar mein aa jaae
itnaa hairaan na ho meri anaa par pyaare
ishq mein bhi kai khuddaar nikal aate hain
vo ek haath baDhaaegaa tujh ko paa legaa
so dekh sabr kaa elaan bhi ziyaada nahin