khizan aane nahin dunga kabhi main apne phulon par
gulistan ko lahu de kar sanvarunga ye va'da hai

Wafa Naqvi
Wafa Naqvi
Sherशेर
See all 18 →khizan aane nahin dunga kabhi main apne phulon par
ख़िज़ाँ आने नहीं दूँगा कभी मैं अपने फूलों पर
chhupa rahta hai dast-e-arzu khuddar logon ka
छुपा रहता है दस्त-ए-आरज़ू ख़ुद्दार लोगों का
sab log chal rahe the saDak par mila ke haath
सब लोग चल रहे थे सड़क पर मिला के हाथ
ghanimat jaan ghar ke is sukun ko
ग़नीमत जान घर के इस सुकूँ को
ahl-e-junun pasand na the us ko is liye
अहल-ए-जुनूँ पसंद न थे उस को इस लिए
aaya na phir bhi chand utar kar zamin par
आया न फिर भी चाँद उतर कर ज़मीन पर
Popular Sher & Shayari
36 totalchhupa rahta hai dast-e-arzu khuddar logon ka
baDi mushkil se apni zaat ka iz.har karte hain
sab log chal rahe the saDak par mila ke haath
dekha jo ghaur se to kisi ka koi na tha
ghanimat jaan ghar ke is sukun ko
darakhton ka abhi saaya ghana hai
ahl-e-junun pasand na the us ko is liye
Thukra diya gaya mujhe majzub dekh kar
aaya na phir bhi chand utar kar zamin par
karte rahe darakht ishare tamam raat
ab un se paai hai taklif to shikaayat kyaa
hamin ne sar pe chaDhaayaa thaa kuchh kaminon ko
bas ek pal ki tamannaa-e-vasl ki khaatir
tamaam 'umr lagaa di gai sanvarne mein
ek hi rang mein jiine kaa hunar sikhaa hai
ham se har baat pe chehra nahin badlaa jaataa
ab ye khvaahish hai karein log hamaari ghibat
phail jaaein tiri galiyon mein khabar ki surat
is bhiiD mein duniyaa ki ham tum na bichhaD jaaein
main tum pe nazar rakkhun tum mujh pe nazar rakhnaa
zamin uThegi nahin aasmaan jhukegaa nahin
anaa-parast hain donon ke khaandaan bahut
Ghazalग़ज़ल
ghurub hote hue surajon ke paas rahe
ग़ुरूब होते हुए सूरजों के पास रहे
yaadon se mahakti hui is raat mein kyaa hai
यादों से महकती हुई इस रात में क्या है
pattharon se na kabhi TuuT ke ulfat karnaa
पत्थरों से न कभी टूट के उल्फ़त करना
bahte hue dariyaa ke kinaaron ki tarah thaa
बहते हुए दरिया के किनारों की तरह था
ye Thiik hai vo ham ko mayassar nahin huaa
ये ठीक है वो हम को मयस्सर नहीं हुआ
us kaa koi mujhe pata hi nahin
उस का कोई मुझे पता ही नहीं





