Sher
tum us ke paas ho jis ko tumhari chaah na thi
kahan pe pyaas thi dariya kahan banaya gaya

Yasir Khan Inam
tum us ke paas ho jis ko tumhari chaah na thi
kahan pe pyaas thi dariya kahan banaya gaya
tumhare khat men nazar aa.i itni khamoshi
ki mujh ko rakhne paDe apne kaan kaghaz par
main tire husn ka shaida.i nahin ho sakta
roz baTti hui khairat se Dar lagta hai
main tire husn kaa shaidaai nahin ho saktaa
roz baTti hui khairaat se Dar lagtaa hai
tum us ke paas ho jis ko tumhaari chaah na thi
kahaan pe pyaas thi dariyaa kahaan banaayaa gayaa
tumhaare khat mein nazar aai itni khaamoshi
ki mujh ko rakhne paDe apne kaan kaaghaz par