aah ye mahki hui shamen ye logon ke hujum
dil ko kuchh biiti hui tanha.iyan yaad aa ga.iin

Zaheer Kashmiri
Zaheer Kashmiri
Sherशेर
See all 30 →aah ye mahki hui shamen ye logon ke hujum
आह ये महकी हुई शामें ये लोगों के हुजूम
hamen khabar hai ki ham hain charagh-e-akhir-e-shab
हमें ख़बर है कि हम हैं चराग़-ए-आख़िर-ए-शब
sirat na ho to ariz-o-rukhsar sab ghalat
सीरत न हो तो आरिज़-ओ-रुख़्सार सब ग़लत
koi dastak koi aahaT na shanasa avaz
कोई दस्तक कोई आहट न शनासा आवाज़
farz barson ki ibadat ka ada ho jaise
फ़र्ज़ बरसों की इबादत का अदा हो जैसे
ishq jab tak na as-pas raha
इश्क़ जब तक न आस-पास रहा
Popular Sher & Shayari
60 totalhamen khabar hai ki ham hain charagh-e-akhir-e-shab
hamare baa'd andhera nahin ujala hai
sirat na ho to ariz-o-rukhsar sab ghalat
khushbu uDi to phuul faqat rang rah gaya
koi dastak koi aahaT na shanasa avaz
khaak uDti hai dar-e-dil pe bayaban ki tarah
farz barson ki ibadat ka ada ho jaise
but ko yuun puuj rahe hain ki khuda ho jaise
ishq jab tak na as-pas raha
husn tanha raha udaas raha
aah ye mahki hui shaamein ye logon ke hujum
dil ko kuchh biiti hui tanhaaiyaan yaad aa gaiin
hamein khabar hai ki ham hain charaagh-e-aakhir-e-shab
hamaare baa'd andheraa nahin ujaalaa hai
sirat na ho to aariz-o-rukhsaar sab ghalat
khushbu uDi to phuul faqat rang rah gayaa
koi dastak koi aahaT na shanaasaa aavaaz
khaak uDti hai dar-e-dil pe bayaabaan ki tarah
farz barson ki ibaadat kaa adaa ho jaise
but ko yuun puuj rahe hain ki khudaa ho jaise
kul kaaenaat fikr se aazaad ho gai
insaan misaal-e-dast-e-tah-e-sang rah gayaa
Ghazalग़ज़ल
is daur-e-aafiyat mein ye kyaa ho gayaa hamein
इस दौर-ए-आफ़ियत में ये क्या हो गया हमें
miraa hi ban ke vo but mujh se aashnaa na huaa
मिरा ही बन के वो बुत मुझ से आश्ना न हुआ
har roz hi imroz ko fardaa na karoge
हर रोज़ ही इमरोज़ को फ़र्दा न करोगे
ab ishq se lau lagaaeinge ham
अब इश्क़ से लौ लगाएँगे हम
ab hai kyaa laakh badal chashm-e-gurezaan ki tarah
अब है क्या लाख बदल चश्म-ए-गुरेज़ाँ की तरह
firaaq-e-yaar ke lamhe guzar hi jaaeinge
फ़िराक़-ए-यार के लम्हे गुज़र ही जाएँगे





