Sher
hazaron zulm hon mazlum par to chup rahe duniya
agar mazlum kuchh bole to dahshat-gard kahti hai

Zameer Atraulvi
hazaron zulm hon mazlum par to chup rahe duniya
हज़ारों ज़ुल्म हों मज़लूम पर तो चुप रहे दुनिया
khuun ke jo rishte the ban ga.e azab-e-jan
ख़ून के जो रिश्ते थे बन गए अज़ाब-ए-जाँ
gharibi naam hai jis ka azab-e-jan hoti hai
ग़रीबी नाम है जिस का अज़ाब-ए-जान होती है
izn suraj ki kiran ko nahin jaane ka jahan
इज़्न सूरज की किरन को नहीं जाने का जहाँ
koi bhuka jo fart-e-zo.af se kuchh laDkhaDa jaa.e
कोई भूका जो फ़र्त-ए-ज़ोफ़ से कुछ लड़खड़ा जाए
umr bhar jis ne kisi ka hukm maana hi nahin
उम्र भर जिस ने किसी का हुक्म माना ही नहीं
hazaron zulm hon mazlum par to chup rahe duniya
agar mazlum kuchh bole to dahshat-gard kahti hai
khuun ke jo rishte the ban ga.e azab-e-jan
ham ko dal ke rishton se istifada pahuncha hai
gharibi naam hai jis ka azab-e-jan hoti hai
magar daulat ki kasrat mohlik-e-iman hoti hai
izn suraj ki kiran ko nahin jaane ka jahan
meri takh.il ka shahin vahan bhi pahuncha
koi bhuka jo fart-e-zo.af se kuchh laDkhaDa jaa.e
to duniya tanz kasti hai use mad-mast kahti hai
umr bhar jis ne kisi ka hukm maana hi nahin
nafs ka apne magar vo shakhs karinda raha
hazaaron zulm hon mazlum par to chup rahe duniyaa
agar mazlum kuchh bole to dahshat-gard kahti hai
khuun ke jo rishte the ban gae azaab-e-jaan
ham ko dal ke rishton se istifaada pahunchaa hai
gharibi naam hai jis kaa azaab-e-jaan hoti hai
magar daulat ki kasrat mohlik-e-imaan hoti hai
izn suraj ki kiran ko nahin jaane kaa jahaan
meri takhil kaa shaahin vahaan bhi pahunchaa
koi bhukaa jo fart-e-zoaf se kuchh laDkhaDaa jaae
to duniyaa tanz kasti hai use mad-mast kahti hai
umr bhar jis ne kisi kaa hukm maanaa hi nahin
nafs kaa apne magar vo shakhs kaarinda rahaa