Sher
fikr-mandi fuzul hoti hai
koshish-e-dil qubul hoti hai

Ziauddin Ahmad Shakeb
fikr-mandi fuzul hoti hai
फ़िक्र-मंदी फ़ुज़ूल होती है
meri tajviz par khafa kyuun ho
मेरी तज्वीज़ पर ख़फ़ा क्यूँ हो
hamen bhi zarurat thi ik shakhs ki
हमें भी ज़रूरत थी इक शख़्स की
isi tarah baten kiye ja.iye
इसी तरह बातें किए जाइए
itne nadim na hoiye akhir
इतने नादिम न होइए आख़िर
aap ke saath muskurane men
आप के साथ मुस्कुराने में
fikr-mandi fuzul hoti hai
koshish-e-dil qubul hoti hai
meri tajviz par khafa kyuun ho
baat kuchh aql ke khilaf nahin
hamen bhi zarurat thi ik shakhs ki
ye husn-e-tasadum bahut khuub hai
isi tarah baten kiye ja.iye
ye tarz-e-takallum bahut khuub hai
itne nadim na hoiye akhir
achchhe-achchhon se bhuul hoti hai
aap ke saath muskurane men
zindagi ek phuul hoti hai
divaana-e-justuju ho gayaa chaand
baadal se gir ke kho gayaa chaand
isi tarah baatein kiye jaaiye
ye tarz-e-takallum bahut khuub hai
meri tajviz par khafaa kyuun ho
baat kuchh aql ke khilaaf nahin
hamein bhi zarurat thi ik shakhs ki
ye husn-e-tasaadum bahut khuub hai
paDti nahin hai dil pe tire husn ki kiran
kis samt mere chaand darakhshaan hai aaj-kal
mukhtasar baat-chit achchhi hai
lekin itnaa bhi ikhtisaar na kar