dimaagh un ke tajassus mein jism ghar mein rahaa — Anjum Siddiqui
dimaagh un ke tajassus mein jism ghar mein rahaa
main apne ghar hi mein rahte hue safar mein rahaa
Urdu
دماغ ان کے تجسس میں جسم گھر میں رہا
میں اپنے گھر ہی میں رہتے ہوئے سفر میں رہا
Hindi
दिमाग़ उन के तजस्सुस में जिस्म घर में रहा
मैं अपने घर ही में रहते हुए सफ़र में रहा

Anjum Siddiqui
Anjum Siddiqui
poet11 quotes