bahut aziiz na kyuun ho ki dard hai teraa — Arshi Bhopali
bahut aziiz na kyuun ho ki dard hai teraa
ye dard baDh ke rahaa iztiraab ho ke rahaa
Urdu
بہت عزیز نہ کیوں ہو کہ درد ہے تیرا
یہ درد بڑھ کے رہا اضطراب ہو کے رہا
Hindi
बहुत अज़ीज़ न क्यूँ हो कि दर्द है तेरा
ये दर्द बढ़ के रहा इज़्तिराब हो के रहा

Arshi Bhopali
Arshi Bhopali
poet20 quotes