nigah-e-naz ki masumiyat are tauba
jo ham fareb na khate to aur kya karte

Arshi Bhopali
Arshi Bhopali
Sherशेर
nigah-e-naz ki masumiyat are tauba
निगाह-ए-नाज़ की मासूमियत अरे तौबा
hamen to apni tabahi ki daad bhi na mili
हमें तो अपनी तबाही की दाद भी न मिली
mauquf fasl-e-gul pe nahin raunaq-e-chaman
मौक़ूफ़ फ़स्ल-ए-गुल पे नहीं रौनक़-ए-चमन
bahut aziiz na kyuun ho ki dard hai tera
बहुत अज़ीज़ न क्यूँ हो कि दर्द है तेरा
ham to avara-e-sahra hain hamen kya matlab
हम तो आवारा-ए-सहरा हैं हमें क्या मतलब
ajiib chiiz hai ye shauq-e-arzu-mandi
अजीब चीज़ है ये शौक़-ए-आरज़ू-मंदी
Popular Sher & Shayari
12 totalhamen to apni tabahi ki daad bhi na mili
tiri navazish-e-beja ka kya gila karte
mauquf fasl-e-gul pe nahin raunaq-e-chaman
nazren javan hon to khizan bhi bahar hai
bahut aziiz na kyuun ho ki dard hai tera
ye dard baDh ke raha iztirab ho ke raha
ham to avara-e-sahra hain hamen kya matlab
un ki mahfil men junun ki koi tauqir sahi
ajiib chiiz hai ye shauq-e-arzu-mandi
hayat miT ke rahi dil kharab ho ke raha
ham to aavaara-e-sahraa hain hamein kyaa matlab
un ki mahfil mein junun ki koi tauqir sahi
nigaah-e-naaz ki maasumiyat are tauba
jo ham fareb na khaate to aur kyaa karte
hamein to apni tabaahi ki daad bhi na mili
tiri navaazish-e-bejaa kaa kyaa gilaa karte
bahut aziiz na kyuun ho ki dard hai teraa
ye dard baDh ke rahaa iztiraab ho ke rahaa
mauquf fasl-e-gul pe nahin raunaq-e-chaman
nazrein javaan hon to khizaan bhi bahaar hai
ajiib chiiz hai ye shauq-e-aarzu-mandi
hayaat miT ke rahi dil kharaab ho ke rahaa
Ghazalग़ज़ल
na sahraa hai na ab divaar-o-dar hai
न सहरा है न अब दीवार-ओ-दर है
yaqin-e-subh-e-chaman hai kitnaa shuur-e-abr-e-bahaar kyaa hai
यक़ीन-ए-सुब्ह-ए-चमन है कितना शुऊर-ए-अब्र-ए-बहार क्या है
nigaah-e-shauq se kab tak muqaabla karte
निगाह-ए-शौक़ से कब तक मुक़ाबला करते
ufuq ke khunin dhundlakon kaa subh naam nahin
उफ़ुक़ के ख़ूनीं धुँदलकों का सुब्ह नाम नहीं
nashili chhaanv mein biite hue zamaanon ko
नशीली छाँव में बीते हुए ज़मानों को
shauq-e-aavaara dasht-o-dar se hai
शौक़-ए-आवारा दश्त-ओ-दर से है





