Shayari
tujh ko manzur nahin mujh ko hai ab bhi manzur
meri qurbat mire bose mujhe vaapas kar de
ab ke ruThe to manaane nahin aayaa koi
baat baDh jaae to ho jaati hai kam aap hi aap
اب کے روٹھے تو منانے نہیں آیا کوئی
بات بڑھ جائے تو ہو جاتی ہے کم آپ ہی آپ
अब के रूठे तो मनाने नहीं आया कोई
बात बढ़ जाए तो हो जाती है कम आप ही आप

tujh ko manzur nahin mujh ko hai ab bhi manzur
meri qurbat mire bose mujhe vaapas kar de
main kahaan aayaa huun laae hain tiri mahfil mein
miri vahshat mire majbur qadam aap hi aap
mil rahi hai mujhe naa-karda gunaahon ki sazaa
mere maalik mire sajde mujhe vaapas kar de
yahi din hain barat le jitne zevar teraa ji chaahe
Dhalegi umr to ye chaandi sonaa kaun dekhegaa
koi to zid mein ye aa kar kabhi kahe ham se
ye baat yuun nahin aise thi yuun huaa hogaa
miraa rotaa bachcha bahaltaa thaa jis se
vo lakDi kaa haathi uThaa le gayaa vo