mai-kade ko jaa ke dekh aauun ye hasrat dil mein hai — Habeeb Moosavi
mai-kade ko jaa ke dekh aauun ye hasrat dil mein hai
zaahid us miTTi ki ulfat meri aab-o-gil mein hai
Urdu
میکدے کو جا کے دیکھ آؤں یہ حسرت دل میں ہے
زاہد اس مٹی کی الفت میری آب و گل میں ہے
Hindi
मय-कदे को जा के देख आऊँ ये हसरत दिल में है
ज़ाहिद उस मिट्टी की उल्फ़त मेरी आब-ओ-गिल में है
H
Habeeb Moosavi
Habeeb Moosavi
poet69 quotes